• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Kya pata kab maut ka paigam aa jaye, Kab jindgi ki akhiri sham aa jaye, Mai to dhundhata hu aisa mauka e mere dost, Kab ye meri jindgi tere kam aa jaye......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek To Baat Nahi Hoti Tumse, Ek Tum Bhi Aaj Kal Kafa Se Rehte Ho Humse, Yakeen Mano Mera Jaana Tumhare Jaane Ke Baad Se, Ek Yaad Hi Hai Tumhari Jo Judda Nahi Hoti Humse.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jane Tujh Pe Itna Yakin Kyu Hai, Tera Har Khyal Itna Hasin Kyu Hai, Log Kehte Hai Pyar Ka Dard Meetha Hota Hai, Par Aankho Se Nikla Aanshu Namkeen Kyu Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi tum muje kareeb se aa k dekna Aise nahi jara aur paas aa k dekhna, Main tum se kitna pyar karta hoon, Mujhe kabhi seene se laga kar dekna, Main tuje ashko ki kataar me najar aaunga Meri yaad main kabhi aansu baha k dekna, Meri ghazal pad kar bhi tum par asar na ho Toh logo ko meri ghazal suna ke dekhna….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aansu Ki Tarah Na Beh Jaho Tum, Dua Hai Meri Kabhi ZinDagi Se Na Jao Tum, Maut Ka Darr Nahi, Bas Darr Hai Maut Se, Pehle Na Bichad Jaho Tum...!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitna kuch khoya ki hame pana na aaya, Pyaar kiya to jatana na aaya....... Aa gaye tum is dil mein peheli nazar mein, Kasoor hamara tha jo aapke dil mein samana na aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • दौड़ कर पकड़ता हुँ तुम्हारी यादो को मैँ, . लेकिन मुट्ठी खोलता हुँ तो रो पड़ता हुँ. . .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • यूँ तो अकेला ही अक़सर, गिर के सम्भल सकता हूँ मैं तुम जो पकड़ लो हाथ मेरा, दुनिया बदल सकता हूँ मैं।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaadon Ko Tumhari Dilse Na Bhulayenge. Ek Pal Bhi Bichaad Kar Tumse Dur Nahi Jayenge. Kabi Sapno Me To Kabi Yaadon Me Aayenge. Kabi Dilse Yaad Karke Dekhna. Saamne Aa Jayenge.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apne Dil Ki Awaz Sun..Afwao Se Kam Na Le; Mujhe Yad Kar Beshak Mera Nam Na Le; Tera Wehem Hai K Hum Bhool Gaye Hai Tujhe; Meri Koi Sans Aisi Nahi Jo Tera Nam Na Le...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi Chup Bhi Rehkar Dekho, Kabhi Aanshu Bhi Pikar Dekho, Roshni Nahi Humesha Sath Rehti, Kabhi Andhero Ko Bhi Humsafar Bana Kar Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • SUNO Tum Apne Ho is liye Kehta Hun Muhabat rait Ki Tarah hai Aandhi aye To Urr gai Barish barsi to beh gai kabhi Sehra ki ho k reh gai SUNO Tum Apne Ho is liye Kehta Hun Muhabat kabhi wafa Nhi Karti Taluq Tor Deti hai per juda nhi karti Muhabat maar Deti hai lakin Khud nhi marti SUNO Tum Apne Ho is liye Kehta Hun Tum loat Jao ye rasta acha nhi Sab Dhokha hai koi Sacha nhi SUNO Tum Apne ho is liye Kehta Hun Muhabat Wafa Nahi Karti..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Pyara Sach: “Jo Insaan Har Waqt Sabki Khushi Chahta hai, Sabke Bare Me Achha Sochta hai, Sabki Care Karta hai . . . Wohi Insaan.. . . . . Zindagi Me Hamesha Akela Reh Jata hai :(
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Kisne Kaha K Anjan Ban K Aya Kar; Mere Dil K Aine Me Mehman Ban K Aya Kar; Dedi Hai Tujhe Dil Ki Hukumat Humne; Aye Sanam Tu Hamesha Is Dil Ka Sultan Ban K Aya Kar!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ab Zikra Mera Unke Hawaon Mein Nahi Thaa, Shayad Main Kahin Chahne Walon Mein Nahi Thaa, Lagta Hai Ke Qismat Mein Andhere Hi Likhe Theyy Mere, Main Raat Ka Jugnoo Mein Tha Ujalon Mein Nahi Thaa !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyun Kisi Se Itna Pyar Ho Jata Hai, Ek Din Jeena Bhi Dushwaar Ho Jata Hai, Lagne Lagte Hai Apne Bhi Paraye, Aur Ek Ajnabi Par Itna Aitbaar Ho Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aabaad Nahi Rehna Chahta Hoon Main Yaaro, Jaldi Se Barbaad Karo Mujhko.. Taqleef Hoti Hai Chod Jaate Duniya, Bas Ab Aur Na Yaad Kro Mujhko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujko Rula Kar Dil Uska Bi Roya ToHoga, Uski Ankho Par Bi Aansu Aaya To Hoga, Agar Na Kiya Kuch Haasil Hamne Pyar me, Kuch na Kuch Usne Bi Khoya To Hoga….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • एक बचपन का जमाना था, जिस में खुशियों का खजाना था.. चाहत चाँद को पाने की थी, पर दिल तितली का दिवाना था.. खबर ना थी कुछ सुबहा की, ना शाम का ठिकाना था.. थक कर आना स्कूल से, पर खेलने भी जाना था... माँ की कहानी थी, परीयों का फसाना था.. बारीश में कागज की नाव थी, हर मौसम सुहाना था.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS