• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Dur jane wale ko yad me kya doge. Sone wale ko khwab me kya doge. Hum chahate h apse umar vrki dosti. Batao ab aap jawab me kya doge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ri Pal Pal Se Banta Hai Ehasas, Ehsas Se Banta Hai Vishvas, Vishvas Se Bante Hai Rishte, Aur Rishte Se Banta Hai Koi Khas, Jaise Aap......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kismat se milti h sbko mohabbat, lakiro se milti h sbko takdire, hmne to apni lakeere bhi kisi aur ke naam kar di, bachi thi kismat to usne bhi dagaa dena shuru kar diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shararat Na Hoti To Shikayat Na Hoti, Naino Mein Kisi Ke Nazakat Na Hoti, Na Hoti Bekarari Na Hote Hum Tanha, Agar Jaha Mein Ye Mohabbat Na Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Mohabbat Jo Tumhare Dilme Hai Use Zuban Pe Laao Aur Bayan Kardo Aaj Bas Tum Kaho Aur Kehte Hi Jao Hum Bas Sune Aise Bezubaan Kardo..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Sapne Unke He, Kuch Humne Bune He, Sajja Wo Nhi Pate, Dikha Hum Nhi Pate, Ye Jante he Hum ki, Mohabbat Unhe Bhi He Or Hume Bhi He, Wo Ijhar Kar Nhi Pate,Hum Ikrar Jata Nhi Pate... " Tujh* bin adhura hu mai,tere sang pura hu Mai* "
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hai Hai Dar GEHRI Sakte Every Night BHI, BHI Kar Sakte Hum Jo Kehte Hai Hai, AAP BHI Yeh Jo To Roothe Socha Na, Hum To Pagal Hai Hai Mar BHI Sakte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Afsoos Hota Hai Us Pal, Jab Apni Pasand Koi Aur Chura Leta Hai.. Hum Khwaab Dekhte Hain Aur, Haqiqat Koi Aur Bana Leta Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • वो कहते हैं हम जी लेंगे खुशी से तुम्हारे बिना, हमें डर है वो टूटकर बिखर जायेंगे हमारे बिना।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ~Gaya Zamana Bohot Suhana, ~Jo yaad aaun to laut aana . .? ? ~Wo aankhon aankhon mein baat karna, ~Wo baaton baaton mein raat katna, ~kabhi hasana kbahi rulana, ~jo yaad aaun to laud aana. . ? ? ~Humein tumhein tumhare hi justuju hai, ~Tumhari chahat ki aarzu hai, ~Humari baatein kabhi to samjho, ~Humari khamoshi mein bhi guftugu hai, ~samajh sako to humein batana, ~jo yaad aaun to laut aana..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dekhi Hazaron Mehfilen, Par Ye Fiza Kuch Aur Hai, Jalwe Dekhe Hazaron Par Unki Adaa Kuch Aur Hai, Waise To Jaam Hain Hazaron, Par Unki Dosti Ka Nasha Kuch Aur Hai.! Right swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nice Comments For "LOVE". . Mohabat Aankh Se Nhi DiL Se Dekhti Hai (Shakspear) Jo Bar Bar Mohabat Krte Hain Wo Mohabat Krna Nhi Janty (Ghalib) Mohabat Wo Khel Hai Jis Mai Aqal Haar Jati Hai (Hitler) DiL Ki Hazar Aankhen Hoti Hain Magr
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Naseeb Se Milta Hai Yaar.. Naseeb Se Milta Hai Dildaar.. Badi Nazuk Cheez Hai Ye Pyar.. Ise Sambhaal Ke Rakhna Mere Yaar.. Qki Bade Hi Naseeb Waalo Ko Milta Hai.. Is Jahan Me Saccha Pyar..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sikwa teri yaadon se iss tarha kiya humne… Haste haste shama ko rula daala humne… Ek lamha diya tune jeene ke liye… Aur usmein zindagi ko beeta diya humne… Ek saffhe par likhi teri yaad ki dastan… Dusra hissa khali hi jalaa diya humne… Kiss baat ki sazaa dena chahti hai wo… Jiss baat ko sunte hi bhula diya humne… Wo kyun nahi kar sakti wafa humse… Jiski wafa ki khatir har rishta bhula diya humne..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Meri Chahat Ka Ehsas Rehne De; Hamesha K Liye Nahi To Kuch Pal Apne Pas Rehne De Tu Mujhe Chahta Nahi Pata Hai Mujhe; Tu Meri Khushi K Liye Jhute Pyar Ka Ehsas Rehne De Is Zindagi Ka Kya Pata Kab Chale Jaye Duniya Se; Aye Sanam Ek Pal To Mujhe Apne Sath Rehne De...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dard Se Juda Rishta Aam Hai Ashqo Se Likha Mera Kalaam Hai Ishq Na Karna Kisi Se, Ye Mera Paigam Hai Gumo Ka Sagar Hi Mera Naam Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aye Raat, Mere Akelepan Pe Haavi Mat Ho, Warna Tu Us Din Pachtayegi, Jab Mera Sanam Meri Baho Me Hoga, Aur Tu Ek Pal Me NikaL Jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapke Aane Se Zindagi Kitni Khubsoorat Hai, Dil Me Basayi Hai Jo Woh Aapki Hi Surat Hai, Dur Jaana Nahi Humse Kabhi Bhulkar Bhi, Hume Har Kadam Par Sirf Aapki Hi Zarurat Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS