• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • How Long Will U B Special To Me?? As Long As The Stars Twinkle In The Sky As Long As Angels Are There Up High Till The Ocean Run Dry & Till The Day I Die..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyer bhi kismt ka khel hota hai . . khelt hai hamre satha khel kabhi rolt hai to kabhi hast , , jo yaha sab sehjat hai bahi kismt me ese pata hai (N@K)
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aata Nahi Hume Ikraar Karna, Na Jane Kaise Seekh Gaye Pyaar Karna, Rukte Na The Do Pal Kisi Ke Liye, Na Jane Kaise Seekh Gaye Intezar Karna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • सुनो! बार बार मेरी प्रोफाइल खोल के #तस्वीर ना देखा करो… नज़र मोहब्बत की होगी तो नज़र लग जाऐगी !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Baat Kehne Ko Dil Karta Hai, Darde Judai Sehne Ko Dil Karta Hai, Kya Kare Kismat Me Hai Duriya Warna, Humara To Aapke Dil Me Rehne Ko Dil Karta Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mukkammal Is Jaha Ki Har Cheez Mili Humko Jo Ki Arzoo Wo Khusi Mili Humko Ek Na Mil Saka To Wo Tera Pyar Tha Baki To Sari Zndgi Ki Neyamat Mili Humko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main Chahta Hi Na Tha Use Lajawab Karna, Warna Jawab Mere Paas Uske Har Sawal Ka Tha, Uski Jeet Se Hoti Thi Khushi Mujhko, Yahi Jawab Mere Paas Apni Haar Ka Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • KHWABO"me AkSar MULAQAT Karte H Lab"KHAMOSH Rehkar B Baat Karte H BaS FARIYAD"Itni He Ki BHULE Na Wo Hume Jinhe"Hum HameSha YAAD Karte Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tanhaa Rehna To Sikh Liya Humane, Par Khush Na Kbhi Reh Payenge, Tere Doore To Fir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil, Par Tere Muhbaat Ke Bina Na Jee Payenge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humne Galti Ki Jo Tumse Wish Kar Baithe, Tumhare Pyaar Bhare Waade Ko miss Kar Baithe, Hum Kabhi Samajh Hi Nahi Paaye Tere Pyaar Ko, Tere Chahat Mein Hum Khud Ko Finish Kar Baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Ki Tanhai Mein Akele The Hum, Dard Ki Mehfilo Mein Ro Rahe The Hum, Aap Hamare Bhale Hi Kuch Nahi Lagte, Par Fir Bhi Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "LOVE" Samjho to ehsas, dekho to rishta. Kaho to lafz.chaho to zindagi, karlo to ibadat.nibhao to vaade, Tut jaye to mukaddar.par mill jaye to.jannat
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • In Ankho Se Sapne Churaya, Na Kero Humari Dosti Ko Azmaya Na Karo, Tumhari Ek Hasi Meri Dil Ki Dhadkan Hai Unhe Yu Na Ansuo Mein Gavaya Karo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahut kam hote hain log aise, jinhe sachi chahat ki pahchan hoti hai, kisi pe mar mitne se pehle soch lena dost, gavane ke liye sirf ek hi jaan hoti hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bina Bataye Usne Na Jane Kyu Ye Duri Kardi, Bhichhad Ke Usne Mohabbat Hi Adhuri Kardi, Mere Mukaddar Me Gham Aye To Kya Hua, Khuda Ne Uski Khwaish To Puri Kardi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS