• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Door rehkar un dooriyon ko badhya nhi karte, Apne dost ko is tarha sataya nhi karte, Jise harwaqt khyal ho aapka, apni aawaz ke liye usse istarha tarsaya nhi karte..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jis Dil Pe Na Aaye Chhot Kabi Wo Dard Kisi Ka Kya Jaane.. Khud Shama Ko Maloom Nahi Kyu Jal Jaate Hain Parwaane.. Mat Pucho Kya Guzarti Hai Juda Jab Yaar Hote Hain.. Ankh Se Nikla Ansoo Teer Banke Jigar Ke Paar Hote Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere honto ki muskurahat ki hifazat hm krenge Tere aankho se dekha hr khawab pura hm krnge Ek baar humsey rishta jodke toh dekho, Tere liye iss duniya se bagawat hum karenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saath Agar Doge Muskrayenge Zarur, Pyar Agar Dil Se Karoge To Nibhayenge Zarur, Raah Me Kitne Kante Q Na Ho, Awaz Agar Dil Se Doge To Aayenge Zarur.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap Par Khatam Sari Ibadat Hogi, Fir Na Kisi Par Ab Ye Inayat Hogi, Kuch Is Tarah Se Chahenge Hum Aapko, Na Aapko Shikwa Hoga Na Zamane Ko Shikayat Hogi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Pal Bhi Chain Na Aaye To Main Kyaa Krun, Har Pal Teri Yaad Sataye To Main Kyaa Krun, Kehte Hain Ki Kanto Par Bhi Neend Aaa Jati Hai, Mere Ashq Mujhe Raat Bhar Jagayein To Main Kyaa Krun!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Mere Rishte Ko Kya Naam Du.. Ye Naam Du Ya Wo Naam Du.. Is Dunia Ki Bheed Me Naam Ho Jate Hain Badnaam.. Isliye Kyu Na Apne Rishte Ko Benaam Hi Rehne Du..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unse Baat Karne Ka Mann Hota Hai, Wo Baat Na Kare To Gham Hota Hai, Kaise Samjhaye Is Nadaan DiL Ko, Jitni Baate Kare Utna Kam Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कोई न मिले तो किस्मत से गिला नहीं करते, अक्सर लोग मिल कर भी मिला नहीं करते, हर शाख पर बहार आती हैं ज़रूर, पर हर शाख पर फूल खिला नहीं करते!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muje Neend Ki Talab Nahi, Raato Ko Jagna Acha Lagta Hai, Malum Hai Wo Kismat Me Nahi, Fir Bhi, Use Khuda Se Mangna Achha Lagta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyun Aapki Khamoshi Mujhe Khamosh Kar Jati Hai, Kyun Aapki Udaashi Mujhe Udas Kar Jati Hai, Kya Rishta Hai Mera Aur Aapka, Jo Har Pal Aapki Yaad Aa Jati Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aakho Ke Ishare Samajh Nahi Pate, Hontho Se DIL Ki Baat Keh Nahi Pate, Apni Bebasi Hum Kis Tarah Kahe, Koi Hai Jiske Bina Hum Reh Nahi Pate..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ne Tere Pyar Per Majboor Mujhe Kar Diya Dil Ne Tere Pyar Per Majboor Mujhe Kar Diya Is Jahan Ki Har Khushi Se Door Mujhe Kar Diya Jis Qadar Dil Tere Paas Aana Chahta Tha Is Qadar Dunya Ne Tujh Ko Door Mujh Se Kar Diya
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jane lage tere sheher se to tujhe Alvida b na keh sake. Teri sadhgi itni haseen thi k tujhe Bewafa b na keh sake. Khushi mili hans na sake. Ghum mila Ro na sake.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "Khud Ki Halat Ka Mujhe Ehsas Nhi Hota... Ankhe Tab Barasti Hai, Jab Koi Pass Nhi Hota... Dil Se Chahne Wale Hi Dil Tor Dete Hai... Bus Is Baat Ka Viswas Nhi Hota..."
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe Dekhta Hu To Accha Lagta Hai, Tujhse Bolta Hu To Accha Lagta Hai, Bhale Hi Ho Dard Dunia Bhar Ka Mere Jeevan Me Par, Mai Ek Pal Tujhe Sochta Hu To Accha Lagta Hai.Miss You
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jisko Tum Chaaho Wo Mohabbat Jo Tumhein Chaahe Us Ka Kya..? Jiske Liye Tum Roye Wo Mohabbat Jo Tumare Liye Roye Uska Kya..? Jiske Liye Tum Tarpe Wo Mohabbat Jo Tumhare Liye Tarpa Uska Kya..? Jisko Tumne Chaaha Wo Tumko Mile Aur Jis Ko Tum Na Mile Uska Kya..?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapki Kami Se Dil Mera Udaas Hai, Par Mujhe To Aapse Milne Ki Aas Hai, Zakhm Nahi Par Dard Ka Ehsaas Hai, Aisa Lagta Hai Jaise Dil Ka Ek Tukda Aapke Paas Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS