• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya. Swee2
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ज़िन्दगी का हर ज़ख्म उसकीमेहरबानी हैं" ~~"मेरी ज़िन्दगी तो एक अधूरीकहानी हैं" ~~"चाहते तो मिटा देते हर दर्दको" ~~"मगर ये दर्द ही तो उनकीआखिरी निशानी हैं~"
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh Jab Bhi Mujh Se Milti Thi. Har Bar Masomiyat Se Mujh Se Pucha Karti Thi...! K Tum Mere Hi Ho Na...??? Aur Main Har Bar Us Ke Chehre Ko Apne Haathon Se Chu Kar Qasam Khaya Karta Tha.! Par Kash.! Maine Ek Bar Us Se Pocha Liya Hota...! Ki Tum Bhi Meri Hi Ho Na...!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rehte Hain Hum Door to Kya Hua, Hum Juda to Nahi, Baat Nahi kar Sakte to Kya Hua, Hum Khafa to Nahi, Na Milna Hamari Majboori Hai, Par Hum Bewafa to Nahi… I Love You... ........SeeMa
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kash Wo Pal Sath Bitaye Na Hote, Jinko Yaad Kar Ye Aansu Aaj Aaye Na Hote, Khuda Ko Is Tarah Dur Le Jana Hi Tha, To Itni Gahrai Se Dil Milaye Na Hote.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bheegi palkon ke sang muskurate hain hum, Pal pal dil ko bahlate hain hum, Aap door hain humse to kya hua, Har saans me aapki aahat pate hain hum.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gayi Hai, Yeh Duniya Khubsurat Ho Gayi Hai, Khuda Se Roj, Tumhe Mangta Hoon, Meri Chahat, Meri Ibadat Ho Gayi Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat K Sapney Dekhata Boht Hy, Wo Raaton Ko Mujh Ko Jagata Bhi Boht Hy, Me Aankhon Me KajaL Lagaon Tu Kese? In Aankhon Ko ZaLim RuLata Bhi Tu Boht Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dilme Naam Unka Hi Basta Hai, Dur Hai Firbi Jane Kyu Kareeb Hone Ka Ehsaas Jagta Hai, Itni Mohabbat Na Hui Thi Pehle Kisi Se, Ab To Unke Bina Jeena Bhi Gunah Lagta Hai!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humne Socha Unke Pyar Mein Tadapna Chhor Denge Aur Unke Liye Har Pal Tarasna Bhi Chhor Denge Dil Ko Bola Tu Bhool Ja Unhe Kambakht Dil Bola Hum Dhadakna Chhor Denge..iii
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Zindagi Tere Hone Se Chalti Hai, Din Ki Dhup Teri Muskurahat Se Khilti Hai, Hansta Chehra Tera Mere Jeene Ka Sahara Hai, Tum Bin Es Duniya Me Aur Kaun Hamara Hai, Chand Sitaro Ke Khwahish Nahi Hamari, Bus Yuhi Basti Rahna Sanso Mein Hamari, Dariya Se Bada Dil Tumhara Jo Manti Duniya Sari, Lafzo Mein Na Baya Ho Woh Sakshiyat Hai Tumhari, Naaz Khuda Kerta Hai Kismat Pe Humari, Jo Basti Ho Tum Meri Zindagi Me Banker Duniya Hamari…
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • karoge yaad ek din is pyar k zamane ko,chale jayenge jb hm kabhi na vapas aane ko,karega mehfil me jb zikr hmara koi,to tm bhi tanhayi dhundoge aasu bahane ko
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muhabbat Me Kya Mila Mujhe Dil Lagakar, Bahut Pachhta Rha Hu Main Chot Kha Kar, Apni Zindagi Hi Bojh Lagne Lagi Ab Mujhe, Uske Diye Huye Gamo Ko Dil Me Basakar.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hame Nasha To Aapki Baat Ka Hai, Kuch Nasha To Dheemi Barsaat Ka Hai, Humein Aap Yun Hi Sharabi Na Kahiye, Is Dil Par Asar To Aap Se Mulakat Ka Hai...iii
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Hi Dil Mein Dil Ki Baat Ho Jayegi, Aaine Mein Dekhiye Mujhse Baat Ho Jayegi, Sikwa Na Karo Mujhse Milne Ka Aankhe Band Karo Khawbo Mein Mulakat Ho Jayegi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Jane Kab Wo Haseen Raat Hogi, Jab Unki Nigahe Hamari Nigahon Ke Saath Hogi, Bethe Hain Hum Us Raat Ke Intezar Me, Jab Unke Hontho Ki Surkhiya Mere Hontho Ke Saath Hogi!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mai Sitara Aur Tu Chand Hota; Asman Me Ek Ashiyana Hamara Hota; Log Tumhe Door Se Dekhte; Nazdik Se Dekhne Ka Haq Sirf Hamara Hota!!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Duniya Me Yaade Badi Khaas Hoti Hai, Jo Door Hai Unke DiL Ke Paas Hoti Hai, Yaad Karne Ke Liye Wajah Zaruri Nahi, Yaade To Rishto Ke Beech Ka Ehsaas Hoti Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS