• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Log Apno Ko Bhi Bhula Dete Hai, Bewajah Apno Ko Bhi Rula Dete Hai, Jo "DIPAK" Raat Bhar Roshni Deta Hai, Subah Hote Hi "LOG" Use Bhi Bhuja Dete Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhula na sakoge mujhe bhul kar tum, Main aksar khayalo me aata rahunga, Kabhi yaad bnkr to kabhi khwab bnkr Main neende tumhari churata rahunga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Yad Na Wo Tanhai Kis Kam Ki, Tute Riste Na Jude To Khudai Kis Kam Ki, Beshak Hame Jana Hai Apni Manjil Tak, Par Jaha Se Tum Na Dikho Wo Unchai Kis Kam Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mushkil is dunia me kuch bhi nahi, phir bhi log apne irade tod dete hai, agar sacche dil se mango kuch, to sitare bhi kisi ke liye apni jagah chhod dete hai…. Chandu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wada humne kiya tha nibane ke liye, Ek dil diya tha ek dil pane ke liye, Unhone mohobat sikha di Aur kaha k tumse mohobat ki thi sirf kisi aur ko jalane ke liye
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyon daren ki zindagi mein kya hoga.. har waqt kyon sochen ki bura hoga.. Badhte rahen manzilon ki aor hum.. Kuchh na bhi mila toh kya tazurba toh naya hoga,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi Koi Hamare Liye Khaas Hote He, Unke Liye Hamare Dil Me Ahesaas Hote He, Bhale He Waqt Kitna Bhi Dur Kar Le Unhe, Par Dur Hote Huve Bhi Wo Dil Ke Paas Hote He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar ne ye kaisa tohfa de diya. mujh ko gamo ne patthar bana diya. teri yado me hi kat gayi ye umar. aur kehta raha tujhe kab ka bhula diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कहने मेँ तो मेरा दिल एक है, लेकिन जिसको दिल दिया है वो लाखोँ मेँ एक है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Ne Ye Kaisa Tohfa De Diya, Mujh Ko Ghumo Ne Patthar Bana Diya, Teri Yaado Me Hi Kat Gyi Ye Umr, Aur Main Kehta Raha Tuje Kab Ka BhuLa Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khule Jo Lab Mere To Dua De Aapko, Har Roz Nayi Zindagi Khuda De Aapko, Aagar Aap Ek Khushi Ki Aarzu Rakho To, Khuda Khushio Ka Jaha De Aapko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil ki halat dil say poocho Dillagi main dil gaya Dil kay badlay dil kay haatho Dard-e-dil main mil gaya..!!! By - Silent love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS