• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Deewana hun tera mujhe inkaar nahi, kaise keh dun ki mujhe tumse pyar nahi, kuch shararat to teri nazro mein bhi thi, main akela hi to iska gunehgar nahi...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jabse Hua Hai Pyar Dil Bas Me Nahi Ho Raha Hai Sab Ho Raha Hai Minus Kuch Plus Nahi Ho Raha Hai Aapke Pyar Ka Ajab Sa Jaadu Chaa Gaya Hai Na Carbon Dioxide Bahar Ja Raha Ha Na Oxygen Andar Aa Raha Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil main har raaaz dabaa key rakhtay hein.. Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein.. ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai.. iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum Chand Hain To Tum Uski Roshni Ho, Hum Phool Hain To Tum Uski Khusboo Ho, Chhodenge Na Kabhi Saath Tera. Qki, Hum Dil Hain To Tum Uski Dharkan Ho!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aagosh Main Lelo Mujhe, Tanha Hoon Main; Basa Lo Dil Main Tanha Hoon Main; Jo Tum Nahi Zindagi Main To Kuch Nahi; Sama Jao Mujh_Main Ki Tanha Hoo jaun Main........!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Zindagi Mein Kabhi Judai Na Hoti, To Kabhi Kisi Ko Kisi Ki Yad Aayi Na Hoti, Agar Sath Gujare Hote Har Lamha, To Risto Mein Itni Gahrai Na Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye khusboo ye hawa apke naam kardi, Mausam ki har ek ada apke nam kardi, Dil ne chaha aaj kuch khas tohfa de apko, To dil se nikli har dua Apke naam krdi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • wo zamana bhi ek zamana tha. jab kisi ka dil mere liye diwana tha. meri kismat mein likhi thi judaai unki. unka rooth jana to ek bahana tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba, Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba, Dene ho gar mujhe baad mein aansoon, Toh pehele koyi hasaaye na rabba, ,, Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya, Sooni sooni akhiyon ko gham, koyi de gaya, Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai, Itna bhi koyi, sataaye na rabba, ,, Dil lene waale pe zor nahin chalta, Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta, Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai, Itna bhi koyi tadpaaye na rabba, ,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Boy:- I Love U Jaan Mujhe Lagta He Tum Vi Mujhe Love Karne Lagi Ho . . . . . . . Diksha :- Tu Kutta Paal Billi Paal Bandar Paal Yaa Feer Chuha Paal Par Galat Fehmi Mat Paal.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chupke Se Chand Ki Roshni Aap Ki Ho Jaye, Dheere Se Hawa Aap Ko Kuch Kahe Jaye, Dil Me Jo Hai Use Mang Lo Rab Se, Hum Dua Karenge Ki Aap Ki Her Chahat Puri Ho Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • apki yaadon ka mehal banaya hum ne aarzu ka diya is mein jalaya hum ne bhulne wale tujhe meri qasam koi wo lamha bata jis mein tujhe bulaya hum
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaad Aapko Hum Har Pal Kiya Karte Hai, Har Pal Aapka Naam Liya Karte Hai, Agar Na Aaye Koi Sms Aapka To, Purane Sms Ko Hi Padh Liya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • aaj akela ho gya hu es jahan me. rula diya hak sabhj insan ne. merk takeef kitni hai. khuda ek bar to dekh le meri halat ko. kya tadpa raha hai ek bar bula le apne jahan me
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ansu Ankho Se Kabhi Gir Na Paye; Na Dard Ho Tujhe Na Kabhi Chot Aye; Mere Hisse Me Zyada Khushi To Nahi; Par RAB Kare Wo B Tujhe Mil Jaye!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye aarzo nhi ki tmhe sataye ham, Na ye tammana ki tmhe Rulaye ham. Bas yahi duaa hai Rab se. Tmhe jitna yaad karte hai. ham. Utna tmhe bhi yaad aaye ham.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ae Sanam Tu Yad Na Aya Kar Meri Palke Gila Karti Hai.. Tum Hame Kabhi Nahi Mil Paoge Jante Hai Phir Kyu Meri Har Sans Tumse Milne Ki Dua Karti Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS