Kuch Log Pyaar Karte Hai Nibhane Ke Liye,
Kuch Log Pyar Karte Hai Bhul Jaane Ke Liye,
Jo Karo Tum Pyaar Karo To Aisa Karo Ki,
Dono Tadpe Ek Dusre Ke Paas Aane Ke Liye.
Pard Ke Tarha The Tum Mere Zindegi Mai....
Chaho Ke Badle Pyar Dete The Tum Mujhe....
Ghaam Mai Ek Tum Khusi Ho Mere....
Mere Dill Ke Dhardkon Ban Gaye Ho Tum....
Mere Jeene Ka Sahara Ho Tum....
Shadi ka wada kia Perveen se,
Warna mohabbat to thi Nasreen se,
Anjane men sab kehdia Mehreen se,
Kia haal hua tha pocho Samreen se,
Ab umeed hai sirf Noreen se,
Lekin baat banegi Sabreen se,
Ya phir dekho Ambreen se,
Nahi to shayed Nosheen se,
Or hosakta hai k Zareen se,
Warna setting to hai hi Farheen se:p:d:-)
काँच का तोहफा ना देना कभी,
• • •
रूठ कर लोग तोड दिया करते हैं,
• • •
जो बहुत अच्छे हो उनसे प्यार मत करना,
• • •
अकसर अच्छे लोग ही दिल तोड दिया करते है…!!
Mohabbat woh haseen
Gunaah hain,
Jise har insaan khushi
Khushi karta hain…
Par
Mohabbat mein
Intezaar wo saza hai.
Jo sirf wohi karta hai…
Jo such mein
Mohabbat karta hai …!
Zindagi jine ka maksad khas hona chahiye
Or Apne Aap pe vishwas hona chahiye
Jivan me khushiyo ki kami nahi,
bas koi Apna Apne pas hona chahiye. #SUKHA
Ek aas , ek ehsaas, meri soch or bus tum,
Ek sawal, ek majaal, tumhara khayal or bs tum,
Ek baat, ek shaam, tumhara sath or bus tum,
Ek dua, ek faryad, tumhari yaad or bus tum,
Mera junoon, mera sukoon bus tum or bus tum.
Juda mujhse meri mohabbat
Na ho jaye...
.
Zindagi khud kahin dushman
Na ho jaye...
.
Zindagi tab tak salamat Rakhna
Mere khuda..
.
Jab tak meri mohabbat ko
Mujhse mohabbat na ho jaye..!!
Wo Samne The Aur Hum Palke Utha Na Skhe,
Chahte The Pr Pas Unke Ja Na Skhe,
Na Dekh Le Wo Apni Tasvir Harmari Akho Mai,
Bas Yahi Soch Kr Hum Unse Nazre Mila Na Skhe
Ek Chand Tanha Khara Raha
Mere Asman Se Zara Paray
Mere Sath Sath Safar Me Tha
Meri Manzilon Se Zara Paray
Teri Justju K Hisar Se
Terey Khawab Tere Khayal Se
Mein Wo Shaks Tha Jo Khara Raha
Teri Chahaton Se Zara Paray
Kabi Dil Ki Bat Kahi Na The
Jo Kahi Wo Bi Dabi Dabi
Mere Lafzs Pure To The Magar
Teri Samaaton Se Zara Paray
Tu Chala Jaye Ga Hamnasheen
Zara Dekh To Murr Kr To Ek Nazar
Meri Kashti Yanhan Jali Hoi
Tere Sahilon Se Zara Paray
Tumne Sada Sath Nibhane Ka Vada Tod Diya,Bich Raah Mein Mera Sath Bhi Chhod Diya,Kehte The Sath Nibhayenge Marte Dum Tak A-sanam,Lekin Adhe Raste Mein Hi Hume Marne K Liye Chhod Diya.
Tumko to jaan se pyaara bana liya,
Dil ka sukoon,
aankhon ka taara bna liya
Ab tum saath do ya na do ye tumhari marzi
Hamne to tumhe zindagi ka sahara bana liya.