• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Unka Hi Naam Tha Mere Har Afsane Me, Thi Unki Tasveer Mere Dil Ke Ashiyane Me, Maangi Thi Khuda Se Dua Jiske Khusi Ke Liye, Use Khusi Bhi Milti Thi To Mujhe Rulane Me.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Haar Ek Lafzn Mujhe Acha Lagta Hai.... Tere Haar Ek Baat Mujhe zinda Kar Deti Hai.... Tere Uss Honto Ke Muskurahat Mujhe Pyara Lagta Hai.... Tere Uss Tikhi Nazar Phir Se Mere Jaan Le-Leti Hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कुणीतरी असाव गालातल्या गालात हसणार भरलेच आसवांनी, तर डोळे पुसाणार. कुणीतरी असाव आपल म्हणता येणार केल पारक जगन तरी आपल करून घेणार .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chupke Se Jo Mangi Hai.. Un Duao Me Tum Ko Pana Hai.. Tum Rooth Ke Mujse Na Jao.. Muje Sath Tumhara Pana Hai... Tum Laut Ke Wapis Aa jao... Muje “Hamsafar” Tumhe Bnana Hai... ******************** By:-AshuTosh ChouDhary
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum woh nahi jo Aap ko gum main chhod de, hum woh nahi jo Aap se nata tod de , hum woh hain.. ke agar Aapki saanse ruk jaye, to aap se apni sanse jorh de By:-AshuTosh ChouDhary
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Ibaadat Hai Khone Mat Dena Bewafaai Gunah Hai Hone Mat Dena, Agar Karte Ho Pyar Humko To Kasam Hai Tumko Hume Kabi Tum Roone Mat Dena!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kab Unki Aankho Se Izhar Hoga Dil Ke Kisi Kone Mein Hamare Liye Pyaar Hoga Guzar Rahi Hai Raat Unki Yaad Mein.. Kabhi To Unko Bhi Hamara Intzar Hoga..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saade rang ko galti se aap naa kora samjho, Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang, Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki, To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki, Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi, Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi, Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari, Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Jurm Hua Hai Hum Se Ek Yaar Bana Baithe Hain, Kuch Apna Sa Us Ko Samajh Kar Sab Raaz Bata Baithe Hain, Phir Us Ke Pyaar Ke Raah Mein Dil-O-Jaan Gawa Baithe Hain Woh Yaad Bahut Aate Hain Jo Hum Ko Bhula Baithe Hain..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aisa Nahi Hai Ki Ab Teri Mujhko Zaroorat Nahi Rahi; Bas Toot Toot Kar Ab Bikhrne Kee Himmat Nahi Rahi; Aisa Nahi Hai Ki Tere Peeche Teri Yaad Aati Nahi Rahi; Bas Ab Foot Foot Kar Rone Kee Himmat Nahi Rahi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyun tumhare is ashiq ka parwano me naam lete ho Keh kar ke dil doge humari jaan lete ho. Pata hai nahi rakh sakte hum apni dhadkano pe kaabu Phir kyun humari mohabbat ka imtehan lete ho. *
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Most Beautiful Lines... . Apko Pta h K Girl Height me Boy Se Choti Q Hoti h? . . QKi Boy Jab Grl Ko Hug Kre to . Girl Uske Dil Ki Dhadkan Ko Sun Sake.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "LOVE" Samjho to ehsas, dekho to rishta. Kaho to lafz.chaho to zindagi, karlo to ibadat.nibhao to vaade, Tut jaye to mukaddar.par mill jaye to.jannat
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hamne Kabhi Kisi Ko Aazmaya Nahi, Jitna Pyaar Diya Utna Kabhi Paya Nahi, Kisi Ko Hamari Bhi Kami Mehsoos Ho, Shayad Aisa Khuda Ne Hame Banaya Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sirf Do Kadam Door Har Kinara Hoga, Socho Kitna Khubsurat Wo Nazara Hoga, Bus DiL Jo Kahe Use Karna, Phir Dekhna Jo Tum Sochoge Wo Tumhara Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wada hai aapki dosti khas rahegi yado ki khayale dil ke pass rahegi nahi bhulenge aapko or aapki pyar ko jab tak aapke naam ki spelling yaad rahegi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humko to har pal tumhari yaad satati hai Par tumhe hamari yaad kyon nahi aati hai Yh dil aaj bechain hai kitna Samundar me Lehron ka bahav hai jitna,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Aaine Ki Kismat Me Tasveer Nahi Hoti, Har Kisi Ki Ek Jaisi Taqdeer Nahi Hoti, Aur Bhi Hain Hum Jaise Badnaseeb.. Jinke Haatho Me Pyar Ki Lakeer Nahi Hoti!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS