SUNO Tum Apne Ho is liye Kehta Hun
Muhabat rait Ki Tarah hai
Aandhi aye To Urr gai
Barish barsi to beh gai
kabhi Sehra ki ho k reh gai
SUNO Tum Apne Ho is liye Kehta Hun
Muhabat kabhi wafa Nhi Karti
Taluq Tor Deti hai per juda nhi karti
Muhabat maar Deti hai lakin Khud nhi marti
SUNO Tum Apne Ho is liye Kehta Hun
Tum loat Jao ye rasta acha nhi
Sab Dhokha hai koi Sacha nhi
SUNO Tum Apne ho is liye Kehta Hun
Muhabat Wafa Nahi Karti..
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai....
Raat ko pocha mujse chand sitaro ne
tumko bhula diya tere jigri yaro ne.
Maine kaha k bhule nhi hai faryad to karte honge,
mera sms padh k yaad to karte honge.
Khan
Na Shararat Hoti Na Shikayat Hoti;
Naino Me Kisi Ki Nazakat Na Hoti
Na Hoti Bekarari Na Hote Hum Tanha;
Jahan Me Kambakht Ye Mohabbat Na Hoti
Na Hote Ye Sapne Ye Khwabo Ki Duniya;
Kisi Ko Chahat Ki Tamanna Na Hoti
Na Zulfo Ki Chaya Na Phoolo Ki Khushboo;
Yado Me Unki Ye Rate Na Kat Ti
Jo Na Hoti Mohabbat Na Ye Ansu Hote;
Deewano Si Apni Ye Halat Na Hoti...!
Un Ke Chehre Ki Baat Ho Jaye
Aaj Zikar-e-Gulaab Rehne Do
Tum Sanwaro Apni In Zulfon Ko
Meri Haalat Kharab Rehne Do
Chaand Badal Me Acha Lagta He
Aadhe Rukh Pe Naqab Rehne Do
Un Ki Chokhat Ko Chom Lon Me
Baaqi Saaray Sawaab Rehne Do
मोहब्बत एक अहसासों की पावन सी कहानी है !
कभी कबिरा दीवाना था कभी मीरा दीवानी है !!
यहाँ सब लोग कहते हैं, मेरी आंखों में आँसू हैं !
जो तू समझे तो मोती है, जो ना समझे तो पानी है !!
Tere Bina Toot Kar Bikhar Jayenge
Tum Mil Gaye To Gulshan Ki Tarah
Khil Jayenge..
Tum Na Mile To Jeete Ji Mar Jayenge
Tumhe Paa Liya To Markar Bhi Hum
Ji Jayenge..!
Too touchy,
Kamine dost..!!
1st Frnd-- Me aisa kya karu k teri shadi ke baad, Teri wife ko cinema lekar jaun or Tu naaraz bhi na ho,,,
2nd Frnd-- Meri shaadi apni behen se karva de..
Phir tu Gale me haath dalke bhi cinema dekh, Me naaraz nahi hounga..!!
Wo Kehti Hai-
Pyar Nahi Likha Uski Kismat Me
Ab Use Kaun Samjhaye
Jis Kismat Me Pyar Nahi Likha
Wo Kismat Hamari Hai
Warna Wo To Hame Jan Se Zyada Pyari Hai!!
Jo Koi Samajh Na Sake Wo Baat
Hai Hum, Jo Dhal Ke Nayi
Subah Laye Wo Raat Hai Hum,
Chhor Dete Hai Log Rishte
Banakar Jo Kabhi Chhor
Ke Na Jaye Wo Sath H Hum..