Naraaz Naa Ho Humse Hum Na Reh
Payenge..,
Itna Bada Sadma Na Seh Payenge..,
Deti Hai Gum Zindagi Pal Pal
humein ..,
Tune Diya To Jeene Se Pehle Hi Mar
Jayenge…!
Khusbu Teri Mujhe Mehka Jaati Hai,
Teri Har Baat Mujhe Behka Jaati Hai,
Saans Ko Bohat Der Lagti Hai Aane Mein,
Har Saans Se Pehle Teri Yaad Aa Jati Hai.
Surkh ankhoon se jab wo dekhte hain,
Hum ghabra kar aankhein Jhuka lete hain,
kaun milaye un aankhoon se aankhein,
Suna hai wo aankhoon se apna bana lete hain…
Aaj v pyar utna hn h jitna kal tha, aj v dard se utna hn rishta purna h jitna kal tha..
aj v lab khamosh h..
Ankha nam h aur in suni nighao mai tera ...
Sirf tera intzar h... Jitna kal tha.. :-)
जब प्यार किसी से होता है
हर दर्द दवा बन जाता है
क्या चीज मुहब्बत होती है
एक शख्स खुदा बन जाता है
ये लब चाहे खामोश रहें
आँखों से पता चल जाता है
कोई लाख छुपा ले इश्क मगर
दुनिया को पता चल जाता है
जब इश्क का जादू चलता है
सेहरा में फूल खिल जाता है
जब कोई दिवाना मचलता है
तब ताजमहल बन जाता है
Tujhe Dil Se Juda Kabhi Hone Nahi Denge,
Tujhe Neend Bhi Aaye To Sone Nahi Denge,
Tera Pyar Hume Itna Pyara Hai Ki,
Hum Mar Bhi Gaye To Tujhe Rone Nahi Denge.
Mere wajood mein wafaa ki roshni utaar de,
Phir itna pyar de ke mujhe chahato se maar de,
Bahut udaas hu isliye main tere paas aa gayi,
Kuch aisi baat ker jo dil ko chain-o-qaraar de,
Suna hai teri ek nazar sanwaarti hain zindagi,
Jo ho sake toh aaj meri zindagi sanwar de...!!
Meri Ghazal Ki Tarah Uski Bhi Haqumat Hai
Tamaam Mulk Mein Vo Sabse Khoobsurat Hai
Bahut Dino Se Mere Saath Thi Magar Kal Sham
Mujhe Pata Chala Vo Kitni Khoobsurat Hai
Ishq ne hume benaam kar diya...
har khushi aur gum se anjan kar diya...
humne kavi nhi chaha tha ki ishq hume v ho...
par unki ek nazar ne hame nelaan kar diya...
Fizao ka mausam jane par, baharo ka mausam aaya,
Gulab se gulab ka rang tere gaalo par aaya.
Tere naino ne kaali ghata ka kajal lagaya,
Javani jo tum pr chadi to nasha meri ankho me aaya.
Teri Ankhon ke Nashe mai doob jaun..
Teri Julfooo ki Chao Mein khud ko Bhul jaun..
Teri hothon ki Hasi ko pee loo ae sanaam…
Aa kareeb mere teri bhaahon mai khud ko bhul jau...
jis din hamari sanse tham jaye ush din apk ankho me nami chaye ya na chaye..
par
khuda se dua hai ki
jis din apke ankho me nami cha jaye..ush din hamari sanse tham jaye