Jazbaat Mere Kahin Kuchh Khoye
Huye Se Hain, Kahu Kaise Who Tumse
Thoda Sharmaye Huye Se Hain, Par
Aaj Na Rok Saku Ga Jazbato Ko
Main Apne Karte Hain Pyar Hum
Tumhi Se, Par Ghabraye Huye Hain.
खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं
दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं
चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर,
इश्क़ की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !
jis tarah ke hain ye divaren ye dar jaisa bhi hai
sar chipane ko mayassar to hai ghar jaisa bhi hai
us ko mujh se mujh ko us se nisbaten hain beshumar
meri chahat ka hai mahavar ye nagar jaisa bhi hai
chal pada hun shauq-e-beparvah ko murshad man kar
rasta purpech hai ya purkhatar jaisa bhi hai
sab gavara hai thakan sari dukhan sari chubhan
ek khushbu ke liye hai ye safar jaisa bhi hai
wo to hai makhsus ik teri mohabbat ke liye
tera ‘anwar’ bahunar ya behunar jaisa bhi hai
Mere Jism Me Rooh Nikal Di Usne;
Mujhe Udas Rehne Ki Adat Dal Di Usne
Maine Jab B Use Apna Banana Chaha;
Bato Bato Me Bat Taal Di Usne
Kisi Ne Us Se Pucha K Chahat Kya Hai;
Pehle To Bahut Royi Phir Meri Misal Di Usne!!!
Mujhe pta hai ek din o laut aayegi.
mere kabber pe aasu bahayegi.
kata hu kasam mere dosto.
jis din usko aahesas hu mere pyar
o bhi mere paas khud ke ghr aayegi.
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri zaat par faqat itna ehsan kar do,
Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
Tujhe mohobot korna nahi ata....
Mujhe mohabbat k shiva kuch nahi ata....
Zindegi gujarne ke do hi tarikhe hai....
Ek tujhe nahi ata.....
Ek mujhe nahi ata.....
ऑटो ड्रायवर की सीट के पीछे
बहुत ही मस्त लाइन लिखी थी|
कपल्स के लिए –
.
.
भारत की संस्कृति में सब कुछ बिकता है,
इज्जत से बैठिए आईने में सब कुछ दिखता है|
Wo to pani ke bund hai jo ankhose behe jaye,
anshu to wo hai jo tadap ke ankho me hi rehe jaye,
wo pyar keya jo laf jo me byan ho,
pyar to wo hai jo ankho me najar aye.
Pehle iss akele dil ko sambhalna
muskil tha..
Ab yeh aankhen bhi inka saath de
rahein mujhe tadpane me..
Na jagah dekhte h na mausam bas
baras jate h teri yaad me...
Chand bina
Raat bekar......
Khushbo bina
Phool bekar......
Pani bina
Dariya bekar....
Pyar bina
Zindagi bekar..........
Aur mere sms bina
apka mobile
.........Bekar..................
Wid love 4my love
Na Jane Kya Kya Churate Hai Log
Hamse To Sala Ek Dil B Churaya
Nahi Gaya,. Shayad, Varna Unki
Kya Majal Thi, Jalakar Hame Jinda,
Daman Kisi Aor Ka Tham Lete.
Kash tu bhool jata sabhi nafrate ek
pal ke liye,
Mera dil kab se udas hai teri mehfil
ke liye,
Ek aas ka diya jalaye baitha hoo,
Jo ke jalta hai sirf tere hi liye,
Janta hoon tu lout kar nahi aayegI
mere paas,
Jaane kyun har baar mehfil sajata
hoon tere liye,
Kabhi aakar to dekh mera haal kya
hai,
Main kya tha kya ban gaya hoon tere
liye.