• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Jab dosti ki dastaan waqt sunayega, hum ko bhi koi shaks yaad ayega, tab bhool jayenge zindagi ke gamon ko, jab aap ke saath guzra waqt yaad ayega..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मोहब्बत ना करते तो आज उदास ना होते एक छोटी सी खता मेरी जिंदगी फना कर गयी
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Pareshan Nahi Karti Aur Rulati Bhi Nahi, Itna Achi Hai Kabhi Satati Bhi Nahi, Humne Pucha Pyar Karti Ho Humko, Hans Kar Bole Karti Hu Magar Jatati Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humsafar Bana Lo Hum Sath Nibhayenge, Woh Nahi Jo Dil Laga Ke Chhod Jayenge, Intezaar Karte Rahenge Zindagi Bhar, Tu Aaye Na Aaye Hum Wada Nibhayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mat karo pyar kisise itna, Pyar me subkuch khona padta hai, Ji loge 2 din me jindgika maja, Fir sari umrabhar rona padta hai.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi B Muskil Me Hum Na Kahenge Apko C U, Rhnge Sath Hamesa Me & U, Kal Hum Na Rahe Is Duniya Me To Rakh Kar Ful Meri Kabr Pr Kehna Stupid I Miss U
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aankhon Ne Tumhari Ye Bayan Kar Diya, Ikraar Ke Intezaar Ne Hume Ruswa Kar Diya, Yakeen Hai Mohabbat Tumhe Bhi Hai Humse, Dhadkan Ne Tumhari Hamare Dil Se Ijhaar Kar Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Zindagi Ke Raaz Mein Ek Raaz Tum Bhi Ho, Meri Bandgi Ki Pyaas Mein Ek Pyaas Tum Bhi Ho, Tum Kya Ho Ye To Main Nahi Janta Magar, Meri Zindagi Ke Kaash Mein Ek Kaash Tum Bhi Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mushkil is dunia me kuch bhi nahi, phir bhi log apne irade tod dete hai, agar sacche dil se mango kuch, to sitare bhi kisi ke liye apni jagah chhod dete hai…. Chandu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Dua Maangi Na Koi Guzarish Kina Koi Fariyad Na Koi Numaish Kijab B Jhuka Sar "Khuda" Ke Aage Humne Bas Apki Khusi Ki Khwaish Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Din me chand sitare ache nahi lagte, Ab duniya ke nazare acche nahi lagte, Koi aap ke papa mummy se kahe de, Ki ab aap kuware acche nahi lagte…!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo jate jate Keh gaye ki, Hum sirf khawabon men aayenge, Hum ne kaha wada to karlo, Hum Zindagi bhar ke liye sojayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chhup Kar Kahi Kisi Or Se Dosti Nahi Ki, Mene Kiya Tha Pyar, Pyar Ka Karja Chuka Diya, Logo Ne Pucha Jab Udasi Ka Sabab To Kore Kagaj Par Tuta Hua Dil Bana Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Marke Bhi Deewana Tujhe Chahta Rahega, Umr Bhar Tere Ghun Gaata Rahega, Aaj Waqt Hai Thaam Le Daman, Mar Gya To Yaad Bankar Satata Rahega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujh Ko Paa Kar Bhi Kabhi To Khona Tha, Ye Hadsa Mere Saath Kabhi To Hona Hi Tha, Wo Tod Kr Aksar Dil Mera Mujhe Jodta Rha Jaise Main Us Ke Haath Ka Koi Khilona Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Baat Kehne Ki Nahi Firbi Keh Deti Hu Waqt Ke Saaye Me Halaat Badal Jate Hain Ye Haqiqat Hai Mere Dilme Tum Aaj Bhi Ho Dil Badalte Nahi Jazbaat Badal Jate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS