• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ye jindgi haseen hoti h, Chahne se to har duaa qubul hoti h, Kahne KO to sb apne h, PR kash, koi aisa ho Jo kahe, Tere dard se mujhe takleef hoti hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Girlfrnd ko apni palko par bitha lo. De k khushi uske sare gum chura lo. Pyar karo uski saheli Ke samne itna ki. Uski saheli bhi aa ke kahe JAANU mujhe bhi Pata lo....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ruthi Huyi Zindagi Ko Manana Toh Aata Hai, Khud Na Hans Sake Par Auro Ko Hasana To Aata Hai, Hum Khud Naa Bas Sake Kisi Ke Dil Me To Kya Hua, Par Logo Ko Apne Dil Mein Basana Toh Aata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Yaad Hai Tumhari Ya Yaad Me Tum Ho, Ye Khwab Hai Tumhare Ya Khwab Me Tum Ho, Bus Itna Bata Do Ki, Hum Jaan Hai Tumhari Ya Humari Jaan Tum Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khamoshi Uski Mujhpe Barasti Hai; Meri Har Aah Uska Dard Samajti Hai; Malum Hai K Majbur Hai Wo; Fir B Meri Har Nazar Uske Ek Didar Ko Tarasti Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Tasvir Jo Khwabo Ko Sajati Hai, Ek Pyar Tera Jo Dhadkano Me Bas Jati Hai, Akele Me Jab Bhi Teri Yaad Aati Hai, Mere Hoto Pe Muskurat Chali Aati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Aarzo Thi Ki Aisa Bhi Kuch Hua Hota, Meri Kami Ne Tujhe Bhi Rula Diya Hota, Main Laut Aati Tere Pass Ek Lamhe Mein, Tere Labon Ne Mera Naam Pukara To Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab udaas ho tum Toh Gun-Guna lena mujhe...... Jab tumhara koi na bane Toh apna bana lena mujhe...... Kabhi agar socho Ki Tum se zyada tumhe kaun chahta hai...... Toh apne naam ke saath Phir se dohra lena mujhe...... Hansne ke liye toh Mil hi jayenge hazaaron tum ko...... Jab rone ke liye na mile koi Toh bula lena mujhe......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कोई हँस के जीता है तो कोई रोकर कोई हँसाकर जीता है तो कोई रुला कर हमारी बात कुछ और है यारों हम हँसाकर रो भी लेते है और हँसकर जी भी लेते है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo Hai Dil Me Bata Kar To Dekho, Chahat Ko Hoton Pe Lakar To Dekho, Sab Kuch Mil Jayega Usi Pal, Lekin Mohabbat Ko Ek Bar Jatakar To Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi Se Chale Hai Elzam Lekar.. Bohot Jee Chuke Unka Naam Le Kar.... Akele Bate Karenge Wo In Sitaro Se... Jab Ham Chale Jayenge Unhe Ye Sara Aasma De Kar..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Gilash Par Gilash Bahut Toot Rahe Hain, Khusi Ke Pyale Ghamon Se Bhar Rahe Hain, Mashalon Ki Tarah Dil Jal Rahe Hain, Jaise Zindagi Mein Badkismati Se Mil Rahe Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Love & Cigrate are equal... . . . . Because that both create happiness in the lips.... but create pain in the HEART
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Karne Walo Ko Deewana Keh Diya Pyar Me Jalne Walo Ko Parwana Keh Diya Dafna Diya Mohabbat Ko Pattharon Ke Beech Aur Logo Ne Use Mumtaz Ka Ashiyaana Keh Diya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • A Solid Truth- When U Start Loving Somebody,u Start Caring About YourSelf, But When U Start Caring About Others, somebody Starts Loving U!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Beheti hawa oo se bhi teez hai wo.... Ankhe bondh ke thi mai use dekh ke.... Usme hi dill chori ke wo.... Samajh na paye humare sath kya hua.... Itni tezi se dill churaya tha wo....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS