• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Wo Mere DiL Ke Zakhm Sine Bhi Nahi Deti, Madhosh Bhi Rakhti Hai Aur Pine Bhi Nahi Deti, Kya Wafao Ki Itni Kadi Saza Hai, Marne Se Bhi Rokti Hai Aur JEENE Bhi Nahi Deti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ga Sakun Apka Nagma Wo Saaz Kahan Se Laun, Suna Sakun Kuch Apko Wo Andaaz Kahan Se Laun, Yun To Chandani Ki Tarif Karna Asaan Hai, Kar Sakun Apki Tarif Wo Alfaaz Kahan Se Laun.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chal Aey Meri Zindagi>>>!! Kisi Anjaan Si Basti Mein Chalein...!! Is Nagar Mein To Sabhi Hum Se Khafa Rehty Hain..;;-)) Ashok...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Milna Bhi Shayad Takdeer Hota Hai, Bahut Kam Logo Ke Hatho Me Ye Lakeer Hoti Hai, Juda Na Ho Kabhi Pyar Kisi Ka, Kasam Khuda Ki Badi Takleef Hotihai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Insaan ke kandhe pe insaan jaa raha hai Kafan me lipta kuch armaan jaa raha hai Jise naa mili ho mohabbat es jahan mein Shayad use pane wo kabristaan ja raha h
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kabhi Lafz bhool jaon Kabhi baat bhool jaon Tujhe is qadar chahon Apni zaat bhool jaon uth ker jo kabhi tere paas se chal doon to jaate huwe khud ko tere paas bhool jaon
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • इश्क मे मौत से डरता कौन है, प्यार तो हो जाता है करता कौन है, आपके लिए तो पूरी दुनिया है कुर्बान, और आप कहते हो की आपकी फिकर करता कौन है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unki ek yaad bechan kar jati hai Har cheez me unki surat nazar aati hai. Aisa hal kiya unhone pyar me hamara Ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye chandani bhi jin ko choote hue darati hai duniya unhin phoolon kopairon se masalati hai shoharat ke bulandi bhi pal bhar ka tamasha hai jis dal pe baithe ho wo toot bhi sakati hai loban mein chingari jaise koi rakh de yun yaad teri shab bhar sine mein sulagati hai aa jata hai khud khench kar dil sine se patari par jab raat ke sarahad se ik rel guzarati hai aansu kabhi palkon par ta der nahi rukate ud jate hain ue panchi jab shakh lachakati hai khush rang parindon ke laut aane ke din aaye bichde hue milate hain jab barf pighalati hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Baharon Mai Tum Khilte Ho.... Ankho Mai Hum Khilte Hai Tumhare.... Daman Chum Lun Iss Kadar.... Chumne Ke Jaga Na Mile Aur kisiko.... Tumhare Daman Par Ek Sawar....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kagaz Per Kuch Hota To Mita Dete, Kiya Hota Sauda To Kimat Chuka Dete, Kaise Bhula Du Tuje Oo Yaad Aane Wale, Agar Dekha Hota Sapna To Bhula Dete. <3 RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • “जब खामोश आँखो से बात होती है ऐसे ही मोहब्बत की शुरुआत होती है तुम्हारे ही ख़यालो में खोए रहते हैं पता नही कब दिन और कब रात होती है…….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ussi IshQ Se, Ussi Chaah Se, Ussi Pyar Se, Ussi Maan Se, . . Mujhe Yaad Phir Se Karo Na tum, Main Bohat Dino Se Udaas Hoon…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Ittfaq Sa Mere Dil Mein Yu Ghar Kar Gya, Jb Dekha Maine Tumhe Wahi Dobara Se, Itne Khubsurat Ho Tum, Aur Kitne Ho Pyari Tum, Sach Mein Ho Ya Phir Hum Miley Hai Ittifaq Se, Ab Toh Dar Lagne Lga Hai Mohabbat Se, Jbse Piya Hai Judai Ka Gham Ittifaq Se, Pucho Zara Galib Se Ki, Kya Wo Sach Main Mohabbat Karta Tha Ya Yuhi Likhta Gya Ittifaq Se, Per Kya Karu Ab, Dil Ko Najane Kyu Masoom Lagti Ho Tum, Bus Kahi Phir Mohabbat Na Ho Jaye Yuhi Ittifaq Se, Man Yu Dhundtha Hai Tumhe, Chupke Chupke Yaha Waha Idhar Udhar, Aur Tum Mil B Jati Ho Ise Kya Kahu Chalo Keh Deta Hu Ittifaq Se, Ab Toh Yakeen Nazane Kyu Hone Lga Hai Phir Se Mohabbat Pe, Chodo Ab Dil Ko Hi Samjha Lenge Hogayi Mohabbat Ittifaq Se
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Is Tarah Se Dekha Ke. Usne Mujhe Kuch Is Tarah Se Dekha Ke Me Use Mohobbat Karne Pe Majboor Ho Gaya, Uske Ek Ishare Pe Duniya Tabha Karne Pe Majboor Ho Gaya, Uske Is Nazariye Ko Me Pyaar Samajh Betha, Isiliye Aaj Use Bewafa Kehne Pe Majboor Ho Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Waqt Kehta Hai Mujhe Gawana Mat Dil Kehta Hai Mujhe Lagana Maat Dost Kehta Hai Mujhe Azamana Mat Or Hum Kehta Hai Hame Bhulana Mattt
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • yaad nahi karoge to Bhula b na sakoge Mera khyal zehan se mita b na sakoge Ek bat jo tum mere Gam se miloge to sari umar muskura na sakoge
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • We Never Know Why We Like Someone More Than Others .. Why We Love Someone Without Any Reason . Why We Feel Happy Thinking About Their Presence .. Because ,, Some Feelings Has No Explanation or Definition ..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS