bin Tumhare Zindagi Jiya To Kya Jiya….
Tumhari In Surmayi Aankhon Ka Zaher Piya Nahi To Kya Kiya…..
Kar Di Poori Zindagi Meri Ab Tumhare Havale….
Kar Liya Hai Faisala Humne Jab Jina Hai Sirf Ek Hi Baar…
Shayad main ab mohabbat na kar paunga,
Chaahu bhi toh kisi or ka na ho paunga,
Malum na tha ki ye dillagi dil ko yu le jayegi,
Ki jinda ho kar bhi main saans na le pauga..!
Log pasand dil se nhi..
Chehre se karte hai,
Wo dil pe nahi sundarta pe martehai..
Hm sundar to nhi par dil k saaf hai
Isliye bahut kam log hume pasand karte hai..
ज़रूरी काम है लेकिन रोज़ाना भूल जाता
हूँ,
मुझे तुम से मोहब्बत है बताना भूल जाता हूँ,
तेरी गलियों में फिरना इतना अच्छा
लगता है,
मैं रास्ता याद रखता हूँ ठिकाना भूल
जाता हूँ,
बस इतनी बात पर मैं लोगों को अच्छा
नहीं लगता,
मैं नेकी कर तो देता हूँ, जताना भूल जाता
हूँ|
Yaad teri hume itni aayi,
Ke teri yaado ke saaye me jine laga,
Dost to dost meri halat ko dekh,
Khud khuda bhi rone lagaaaa,
plze come back in my life I Really Miss U allots
Jam Par Jam Hum Piya Nahi Karte,
Pee Lete Hai Jarur Par Kisiko Dikhaya Nahi Karte,
Jee Ha!
Wo To Humari Unse Najre Mil Gai
Warna Pyar Bhi Hum Kisise Kiya Nahi Karte..iii
Mat Dekh Koi Shaks Gunehgar
Kitna Hai, Ye Dekh Tere
Saath Wafadar Kitna Hai,
Ye Mat Soch Use Kuch Logo
Se Nafrat Hai, Ye Dekh Use
Tujhse Pyar Kitna Hai..
Tujhme apnapan dekha tha maine.
Sar jhukake sharmai thi mein.. ?
Dil hi dil mein ghabrai thi mein. ?
Tere mathe ko chum...apna smjha tha maine... ?
Tere seene ko chu...teri dhadkano ko suna tha maine... ?
Kya ho gya tujhe, Kyu chod gya tu mujhe...
Jaan thi na men teri...