Khuda Ne Pyar Ki Koi Keemat Mukkarar Nahi Ki,
Tumne Pyar Ko Vayapar Kyun Bana Diya,
Lifft Maangne Ki Chhod Aadat Har Kisi Se,
Koi Lift Dekar Lift Kar Dega Lift Hone Tak,
Tere Hoton Pe Rakhta Hu Hot Toh Lagta Hai Aisa,
Jaise Baarud Ked Her Par Chingari Laga Di Ho,
Seena Taan Chalne Mein Koi Mardaangi Nahin,
Mard Woh Hai Jise Mahboob Mard Kah De…
Raat Ki Tanhai Me Jab Naam Apka
Pukara, Har Sitare Ne Apka Naam
Duhraya, Aa Gaye Anshq Hamari
Bhi Aankhon Main, Jab Apki
Duri Ka Ehsaas Chand Ne Dilaya.
Teri Baho Me Aj Mujhe Bikhar Jane De;
Mehekti Hui Sanso Me Mujhe Utar Jane De
Tanha Hai Raat Aur Mausam Sard Hai;
Apni Sanso Me Aj Mujhe Mehek Jane De
Khwabo Me Tere Aj Mujhe Behek Jane De;
Dil Me Tere Aj Mujhe Utar Jane De...
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!
Jab tanhai me aapki yaad aati hai,
Hontho pe ek hi fariyad aati hai…
Khuda aapko har khushi de,
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai..
Shikwon Shikayaton Me Zndgi Beeta
Dali
Pas Sab Kuch Tha Firbi Reh Gayi Jholi
Khali
Reit Ki Tarah Waqt Mutthi Se Fisalta Hi
Gaya
Jab Ehsaas Hua Waqt Ne Hi Daga De Dali..!
Rulana har kisi ko aata hai,
Hasana kisi-kisi ko aata hai,
Rula ke jo mana le woh sacha yaar hai,
Aur jo rula ke khud bhi aansu bahaye,
Woh sacha pyar hai.
Intezamat naye sire se sambhale jayen
jitne kamzarf hain mehafil se nikle jayen
mera ghar aag ke lapaton mein chupa hia lekin
jab maza hai tere aangan mein ujale jayen
gham salamat hai to pite hi rahenge lekin
pehale maikhane ke halat sambhale jayen
khali vaqton mein kaheen baith ke rolen yaro
fursaten hain to samandar hi khangale jayen..iii
Dur Hokar Karib rehna Nazakat
Hai Meri
Yaad Bankar Aankho Se Behna
Shrarat Hai Meri
Karib Na Hote Huye Bi Karib
Paoge
KyokiEhasas Bankar Dil Mai
Rehna Aadat Hai Meri.
खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं
दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं
चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर,
इश्क़ की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !
Tumhain Bakshi Hai Dil Pe Hukmarani, Aur Kia Dete
Yehi Thi Bas Hamari Rajdhani, Aur Kia Dete
Sitaron Se Kisi Ki Mang Bharna Ik Fasana Hai
Tumhare Naam Likh Di Zindgani, Aur Kia Dete
Wo Ham Se Mangta Tha Umar Ka Ik Dilnishain Hissa
Na Dete Us Ko Ham Apni Jawani, Aur Kia Dete
Bicharte Waqt Us Ko Ik Na Ik Tuhfa To Dena Tha
Hamare Pass Tha Aankhon Main Pani, Aur Kia Dete
Kuch Rishte Anjane Mein Ho Jaate Hai,
Pehle Dil Phir Zindagi Se Jud Jaate Hai,
Kehte Hai Uss Daur Ko Dosti,
Jisme Dil Se Dil Na Jaane Kab Mil Jaate Hai.
Teri Palkon Mein Kabhi Na
Aansu Aye, Yahi Duwa Hai
Rab Se Meri, Tere Chahre Se
Kabhi Muskan Na Jaye, Yahi
Duwa Hai Rab Se Meri, Teri
Zindagi Me Aye Hum,
Yahi Duwa Hai Rab Se Meri.
Mehfile Kabhi Udaas Nahi Hoti,
Pyar Ki ManziL Itni Paas Nahi Hoti,
Hota Hai Kabhi-Kabhi Aisa Bhi Zindgi Me,
MiL Jate Hai Wo Bhi Jinki Kabhi Talash Nahi Hoti.
Humare Dard Ki Un Tak Bhala Kaise Khabar Pahunche,
Jahan Sapne Nhi Aate, Vahan KaiseNazar Pahunche,
Ki Dil Toota Kisi Ka, Ye Unhe Maloom Kaise Ho,
Ye Darpan To Nhi, Tootey To Sabke Paas Swaar Pahunche