Mere Jine Ke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai...
Dil Ke Kalam Se Likhi Ye Dastaan Hi Kafi Hai...
Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zarurat-E-Nazneen...
Qatal Karne Ke Liye Teri Muskaan Hi Kafi Hai...!!
Na Samajh Bhul Gaya Hu Tujhe
Teri Khushbu Mere Sanson Mein Aaj Bhi Hai
Majburion Ne Nibhane Na Di Mohabbat
Sachai Meri Wafaon Mein Dekh Lo Aaj Bhi Hai..iii
Dil mein tamannaon ko dabana seekh liya,
Gham ko ankhon mein chhipana seekh liya,
Mere chahre se kahin koi baat zaahir na ho,
Daba ke hothon ko hamne muskurana seekh liya.....
जाने क्यों, वो मेरी उमीन्द की डोर टूटने नही देता,
बस और दो कदम साथ चलने का वास्ता देकर,
वो मुझे रुकने नही देता……!!
बात करता है, वो हंस-हंस कर, खुश रहने की
वास्ता देकर अपनी खुशी का, वो मुझे रोने नही देता.
बढाता है होंसला मेरा, की हर पल मेरे साथ है,
वास्ता देकर अपने साथ का, वो कभी मुझे अकेला होने नही देता
कहता है, ज़िन्दगी जीने का नाम है,
वास्ता देकर ज़िन्दगी का, वो मुझे मरने नही देता !
Humne To Apna Raaz Bhi Chupa Ke Dekh
Liya Hai khud Ko Tumse Dur Karke
Bhi Dekh Liya Hai Tum To Meri Hokar
Bhi Meri Na Ho Saki, Tum To Kya
Zindgi Ko Bhi Humne Azma Ke Dekh Liya Dekh Hai.
Din ki tarah raatein bhi lambi ho gayi hai
Tumhare hee sapno mein kho gaye hai
Ye kaisa ajeeb see baat ho gayi hai
Shayad dillagi tumhare saath ho gayi hai!
हसीनो ने हसीन बनकर गुनाह किया,
औरों को तो क्या हमको भी तबाह किया,
पेश किया जब ग़ज़लों में हमने उनकी बेवफ़ाई को,
औरों ने तो क्या उन्होने भी वाह-वाह किया.
Toote Khuwabo Ki Tasveer Kab Poori Hoti Hai
Chand Taron K Beech Bhi Doori Hoti Hai
Dena To Hume Khuda Sab Kuch Chahta Hai
Par Uski Bhi Kuch Majboori Hoti Hai
Pyaar Jab Milta Nahi Toh Hota
Kyon Hai, Agar Khwabon Mein Wo
Aaye Toh Insaan Sota Kyon Hai,
Jab Yahi Pyaar Aankhon Ke Samne
Kisi Aur Ka Ho Jaye,
Toh Dil Itna Rota Kyon Hai