Kuch Likh Nahi Paate Kuch Suna Nahi Paate,
Haal-E-Dil Zubaan Pe Laa Bhi Nahi Paate,
Wo Utar Gaye Hai Dil Ki Gehraiyon Mein,
Wo Samaz Nahi Paate Hum Bhi Samjha Nahi Paate.
Tanhaion Me Ham Aapko Yaad Bahut Karte Hai,
Aap Khush Rahai Karke Ham O Rab Se Fariyaad Karte Hai,
Ham Aapki Mushkurahat Dekne Ke Liya Behsabri Se Intezar
Kar Rahe Hai,
Aap Kya Jaane Mere Jaan Aapko Dekne Ke Liye,
Ham Be-Inteha Se Tadap Rahe Hai…
Aansu na hota to aankh itni khubsurat na hoti,
Dard na hota to khushiyon ki keemat na hoti,
Poori karta khuda yu hi sab murade,
To ibadat ki kabhi zarurat na hoti...
Aaj Mera Har Ek Pal Khoobsurat Hai,
Dil Mein Sirf Aapki Hi Surat Hai,
Kuch Bhi Kahe Ye Duniya Hame Gham Nahi,
Duniya Se Jyada Hame Ab Teri Jarurat Hai.
जो मुस्कुरा रहा है, उसे दर्द ने पाला होगा...,
जो चल रहा है, उसके पाँव में छाला होगा...,
बिना संघर्ष के इन्सान चमक नही सकता,
यारों...,
जो जलेगा उसी दिये में तो, उजाला होगा...।
Meherban Kadardan Dill Tham ke Bathiya....
Aagaye Hum Dill Churane, Tum Sab Ke....
Rokh Shako To Rokh Lo, Hum De Jayenge....
Pyar bhar Bhar Ke Tum Sab Ke Dill Mai....
Luta Doge Tum Sab Tumhare Dill....
Anjan Mere Pyar Mai....
Day & Night Only Ur Thought
Other Than U No One In My Heart
U Are MY LOVE That Is A Fact
U Have Became Beat Of My Heart
I Love U Forever & Ever My Dear!!!
Meri Chahatain Tumse Alag Kab Hain
Dil Ki Batain Tumse Chupi Kab Hain dost
Tum Sath Raho Dil Main Dharkan Ki Jaga
Phir Zindagi Ko Sanson Ki Zarorat Kab Hai
MyWibes Tumko Dil Tod Kar Bhi Na Milegi Rahat,
From Our Jaisi Bhi Tumko Na Milegi CHAHAT,
Yu Na Dikhlaiye Itni Berukhi,
Aahat Bhi Hum Na Milegi Agar Hamari To RUTHE.