Hum dekhte hai
use jo na dekhe hame,
Hum chahte hai
use jo na chahe hame,
yahi aadat rahi
sada zindagi mein hamari,
Hum yaad rakhte hai
use jo bhul jate hai hame
Kuch Aansoo Hote Hain Jo Behte Nahi,
Log Apne Pyaar Ke Bina Duniya Mein Rehte Nahi,
Hum Jaante Hain Aapko Bhi Aati Hai Humaari Yaad,
Par Jaane Kyon Aap Humse Kehte Nahi.
My Love For You Is Like Water
Falling Countless, The
Beating Of My Heart For
You Is So Heavy&Soundless
The Feeling Of Being In Ur
Arm Is So Precious&Endless.
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana,
Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane,
Hoti hai kitni takliff kabar ke niche,
Yeh upar se phool charane wale kya jane.
Tamasha Na Ban Jaaye Meri Mohabbat Kahin,
Iss Liye Apne Dard Ko Izhaar Nahi Karta.
Joh Kuch Mila Hai Usse Mein Khush Hoon,
Tere Liye Khuda Se Takraar Nahi Karta.
Par Kuch Toh Baat Hai Teri Fitrat Mein Zalim,
Warna Tujhe Chahne Ki Khata Baar Baar Nahi Karta !!
I Don’t Know Why I’m So Afraid To
Lose You When Your Not Even
Mine, I Don’t Know Why I Love You
So When U Don’t Even Love Me,
I Don’t Know Why Your The One
When I’m Just A Someone To You.
Meri zindagi mujhe yeh bata,
Muje bhul kar tujhe kya mila ?
Meri hasrato ka hisaab de,
Dil tod kar tujhe kya mila...?
Tere chaar din ke pyaar se,
Muje umar bhar ka gum mila
Main toot kar bikhar gayi,
Muje tod kar tujhe kya mila ?
हल्की सी आहट पे भी ये दिल धड़क जाता है
तेरी खामोशी का शोर मुझ तक चला आता है
तु कुछ ना कह मुझ से मे सुनती हूँ तेरी हर सदा
मेरे शहर का हर परिंदा अब तेरी खबर लाता है।
Hum Bhi Karenge Tumhe Bhulane Ki Koshish
Ho Sake To Tum Bhi Hume Yaad Mat Karna
Hum To Hue Hain Barbad Tumhari Khaatir
Par
Tum Aur Kisi Ko Is Tarah Barbad Mat Karna...!