Fizao Ka Mausam Jaane Ke Baad Baharo Ka Mausam Aaya,
Gulab Se Gulab Ka Rang Tere Gaalon Par Aaya,
Tere Naino Ne Kaali Ghata Ka Jab Kajal Lagaya,
Jawani Jo Tum Par Aayi To Nasha Meri Aankhon Mein Aaya.
Chaand Ko Sitaron Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai;
Phoolon Ko Baharon Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai;
Milo Jo Kabhi Kisi Mehfil Mein To Nazarein Jhuka Lena;
Koi Samjh Hi Na Paaye Ki Mujhe Tum Se Mohabbat Hai!
खुद को इतना भी बचाया नकरोहो बारिश तो भीग जाया करोचाँद लाकर कोई नहीं देगाअपने चेहरे को जगमगाया करोकाम लो कुछ हसीं होठों सेबातों बातों में मुस्कुराया करोधूप मायूस लौट जाती हैछत पर कपड़े सुखाने आया करोकौन कहता है दिल मिलाने कोकम से कम हाथ मिलाया करो
हल्की सी आहट पे भी ये दिल धड़क जाता है,
तेरी खामोशी का शोर मुझ तक चला आता है,
तु कुछ ना कह मुझ से मे सुनती हूँ तेरी हर सदा
मेरे शहर का हर परिंदा अब तेरी खबर लाता है।
Old But True..,
Har Ladki Ki Life Me Ek Aisa Ladka Hota Hai Jise
Wo Bhula Nahi Sakti..
.
.
.
Aur
.
.
.
Har Ladke Ki Life Me Ek Aisi Ladki Hoti Hai Jise
Wo Paa Nahi Sakta !
Agree??
Nazar Se Door Rehne Wale Apne Mujhe Dil Se Door Kardiya
Kabhi Wada Kiya Tha Mujhe Khush Rakne Ka
Aj Aap Ki Khamoshi Ne Mujhe Rone K Liye Majboor Kardiya...
Kah rahi hai hashr mein wo aankh sharmai hui
haye kaise is bhari mahafil mein ruswai hui
aaine mein har ada ko dekh kar kahate hain wo
aj dekha chahiye kis kis ke hai aayi hui
kah to ae gulchin asiran-e-qafas ke vaste
tod lun do char kaliyan main bhi murjhai hui
main to raz-e-dil chupaun par chipa rahane bhi de
jan ke dushman ye zalim aankh lalchai hui
gamza-o-naz-o-ada sab mein hai haya ka lagao
haye re bachpan ke shokhi bhi hai sharmai huiiiii
Log Kahete Hai Ki,,,,,,?
╰☆»
"Hathon Ki Lakiron" me Kami Ho Toh
"Taqdeer" Mein "Mohabbat" Nahi Hoti,
╰☆»
Par Sachchai To Ye Hai Ki,
╰☆»
Jo "Hathon" Mein Ho Agar Apne "Pyaar" ka "Haath" Toh
Lakiron Ki Bhi Jarurat Nahi Hoti...
Unki Ek Yaad Bechaain Kar Jaati Hai..
Har Cheez Me Unki Surat Nazar Aati Hai..
Aisa Haal Kiya Unhone Pyar Me Hamara..
Ki
Neend Aati Hai To Ankhe Bura Maan Jaati Hai...!