Wo bhul gaye ke unhe hasaya kisne tha,
jab wo ruthe the to manaya kisne tha,
wo-kehte hai wo bahut ache hai shayad
wo bhul gaye ke unhe ye btaya kisne tha.
coko
Reh Reh Ke Tere Yaad Aaye
To Kya Kru, Yaad Tere Dil
Se Na Jaaye To Kya Karu?
Sochta Hu Ke Hoge Mulakat
Khawb Me... Lekin Neend He
Na Aaye To Kya Karu...!
Har insan ki alag pehechan hoti hai
Magar hamary msg ki alag shan hoti hai
Har kisi ko nahi kartey hum msg
Magar jis ko kartey hain uss main hamari jaan hoti hai.
Har kisi ko milta nahi pyar ka maza,
Naseeb valon ko milta hai ye meetha zaher mohabbat ka,
Bharosa rakhna apne pyar pe,
Bin bharose vala pyar tikta nahi is sansar mein.
Meri Rooh Nikalne Wali hoGi
Meri Saans Bikharne Wali hogi,,,,
Phir Daman Zindagi Ka Chhotega
Phir Dhaga Saans Ka TootEga,,,,
Phir Wapas Hum Na Aenge
Phir Hum Se Koi Na Roothega,,,
Phir Aankhoon main Noor na hoga
Dil Gham Se Choor Na Hoga,,,.
Us Pal Tum Hum Ko ThaaMoge
Humain Dil Se Dost Manoge,,,,,,
Per Hum Na Kuch Bhi Bolenge
Ankhain Bhi Hum Na Kholenge,,,,
Uss pal Aakhir Tum Ro doge
Jab Dost Apna Tum Kho Do Ge..,,,
Jhuki huyi najro se izhaar karr gaya koi
Hume khud se begana karr gaya koi
You to hontho se kahaan nhi kuch bhi
Padh aankhon se lafz bayan karr gaya koi.
Chalo Es Velantive Pr Kuch Aisa Karty Hain,
Pichly Bars K Sookhey Pholon Ko,
Apni Chahton Se Taza Karty Hain,
Or Phir Ajj K In Pholon Se,
Un Mein Azafa Karty Hain.
Chalo Es Velantine Pr Kuch Aisa Karty Hain,
Kuch Pal K Liye Hum Ajnabi Banty Hain,
Ek Aam Se Sada Kagiz Pr,
Ek Lafz “MOHABAT” Likhty Hain,
Or Phir Es Lafz K
Rok nahin paate yeh aansoo chalo aaj ji bhar ke behne do
Main tha kabka tanha ae dost mujhe tanha hi rehne do
Unse wafa karke yeh inaam paaya humne
Woh agar kahe mujhe bewafa to usse kehne do
Udas Nazron Mein Kuch Khawaab Millenge,
Kahin Kante To Kahin Gulab Millenge,
Mere Dil Ki Kitaab Ko Apni Nazro Se Padh Kar To Dekho,
Kahin Aapki Yaade To Kahin Aap Milogee..!!