• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • Nikal ke unke dil se hum mehfil mein aa baithe hai, Hamari mushkil yeh hai ke badi mushkil mein aa baithe hai, Ladkhadane lage hai hum teri bewaffai ki chot se, Log kehte hai pee ke sare mehfil me aa baithe hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Nasha hai unki aankhon ka pine ka bahana karte hain Marne ki tamanna hai unpar jine ka bahana karte hain dekh ke mera jakham-e-jigar, wo chain ki sanse lete hain Chhai hai khushi unke dil main, gam ka bahana karte hain Un ke mehfil ka aalam yaron mat poochho kya kahna Dil kahta hai kuchh rukne ki, ka bahana karte hain Aashiq tera koi ghar hai na dar, Ye soch ke wo mud jate hain Rakhne ke liye bas dil tera, Aane ka bahana karte hain..
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Har Pyar Me Ehsaas Hota Hai.. Har Kisi Ke Sochne Ka Alag Andaaz Hota Hai.. Jab Tak Na Lage Bewafaai Ki Thokar.. Har Kisi Ko Apne Pasand Pe Naaz Hota Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Pyaar Mein Milna Zaruri Nahi, Pyaar Mein Izhaar Bhi Zaruri Nahi, Zaruri Sirf Ehsaas Hai Jo Zindagi Sawarde, Unhe Pana Ya Na Pana Zaruri Nh
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Karke Wada Wafa Ka Wo Mukar Gaya.. Ek Chote Se Tufaan Se Wo Kitna Darr Gaya.. Pata Nahi Koi Majboori Thi Uski Ya Fir Is Khilone Se Uska Dil Bhar Gaya..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Thande Musam Ka Thanda Sa Sath, Bhule Hua Waqt Bhule Hue Yaad, Wo Bheege Se Aankhe, Wo Bheege Se Yaad, Mubark Ho Aap Ko Ye Thanda Thanda Ehsaas.!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Wo khud ko phool aur hum ko patthar keh kar muskuraya karti hai, Us ko kya khabar patthar to patthar rehtt hain phool hi murjhaya karte hain. By Ajooba Khan
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Agar Bhigne Ka Itna Hi Shoq Hai Baarish Me To Dekho Na Meri Aankhon Me Baarish To Har Ek Ke Liye Hoti Hai Lekin Ye Aankhein Sirf Tumhare Liye Barasti Hain.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Dil Mein Chipa Kar Is Tarha Rakha Jaise Mandir Mein Koi Apni Aastha Ka Diya Rakhta Hai Hothon Par Koi Kisi Ki Naam Ki Wafa Rakhta Hai Rakhta Hai Kya Koi Kisi Ko Is Tarha Dilse Tumhe Apne Dil Mein Jis Tarha Rakhta Hai Mohobbat Ibadat Ki Tarha Hoti Hai Agar To Dilse Tumhe Apni Zindagi Mein Khuda Ki Tarha Rakhta Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • LMHA LMHA APKE LABON PE MUSKAN RHE HR GAM HMESHA AP SE ANJAN RHE JISKE SATH MEHAK UTHE APKI ZINDAGI HAMESHA APKE PASS WO INSAAN RAHE
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ankhe Kholu To Tumse Nazar Mil Jati Hai, Sapne Dekhu To Sapne Me Surat Teri Nazar Aati Hai, Kab Se Khoo Gaya Hu Mai Aapke Pyar Me Nahi Pata Par Dilse Puchu To Bas Tumhari Hi Sada Yaad Aati Hai!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Mere Shehar Me Shaam Hoti Ja Rahi Hai.. Zndgi Meri Ilzaam Hoti Ja Rahi Hai.. Wo To Ab Bhi Azaad Hai Mohabbat Se.. Lekin Meri Har Saans Uski Gulaam Hoti Ja Rahi Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kuchh Pal Mein Zindgi Ki Tasveer Ban Jati Hai, Kuchh Pal Mein Zindgi Ki Takdeer Badal Jati Hai, Kisi Ko Pakar Kabhi Khona Mat Mere Doston, Kyunki Ek Judai Se Puri Zindgi Bikhar Jati Hai..!! V.m.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kaash Yeh Sapna Bhi Pura Ho Jaye Hum Bhi Kisi Ke Sapno Me Aa Jaye Ho Hamara Bhi Jikra Unke Labo Par Hum Bhi Unke Dil Me Bas Jaye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Tum agar yaad rakho ge to inayat hogi, Warna ham ko kahan tum se shikayat hogi, Ye to bewafa logon ki dunya hai, Tum agar bhool bhi jao to riwayat hogi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Yaado Se Badi Koi Doulat Nahi Hoti, Paas Rahana Hi Zarurt Nahi Hoti. Duriyan Kar Deti Hai Yadon Ko Zinda, Warna Yadon Ki Koi Kimat Nahi Hoti
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ishq karne wale ankho ki baat samajh lete hai, sapno me mil jaye to mulakat samajh lete hai. Rota to aasma bhi hai pyar k liye, par log use barsat samajh lete hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Zindagi Haseen Hai Isse Pyar Karo… Har Raat Ki Nai Subha Ka Intjaar Karo Wo Paal Bhi Aayega, Jiska Aapko Intjaar Hai Bas Apne Rab Par Bharosa Aur Waqt par Aitbaar Karna…
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS