Jis waqt Rab ne tujhe banaya hoga,
Ek pyar sa uske dil mein bhi chaya hoga,
Pehle to usne soche hoga tujhe apne pass rakh lu,
Par phir use mera khyaal aaya hoga…!
Na Chaaho itna Hame Chahoton se dar Lagta hai,
Na Aao itna Kareeb Judai se Dar lagta hai,
Tumhari Wafaon pe Bharosa hai,
Magar Apne Nasseb se dar Lagta hai.
I Need Ur Heart
To Love Mine..
I Need Ur Soul
To Mate With Mine..
I Need Ur Eyes
To Look Into Mine..
I Need U To Know
That I Am Urs
And
U Are Only Mine..!
Un aankhon ka aalam gulabi gulabi
mere dil ka aalam sharabi sharabi
nigahon ne dekhi muhabbat ne mani
teri bemisali teri lajavabi
ye dud-dida nazaren ye raftar-e-nazuk
inhin ke badaulat hui hai kharabi
khuda ke liye apni nazron ko roko
tamanna bani ja rahi hai javabi
hai “behzad” unaki nigah-e-karam par
meri na-muradi meri kamayabi
Dulhan Bankar Ek Din Tu Jaa Rahi Hogi
Tere Hatho Me Mehndi Bhi Rachai Hogi
Us Din Teri Aankho Me Mere Liye Pyar To Nahi Hoga
Par Us Din Ke Baad Tu Bhi Mere Liye Ro Rahi Hogi.
Khan
Aashiq hai tere sadiyo se hum..
itni mohabbat kisne ki hai sanam..
hadd se ziyada chaaha hai tumko humne..
maange tu jaan vi toh piche hatege na kabhi mere
kadam..!!!!..iii
Aaj Mohabbat Se Yaaron Meri Mulaaqat Ho Gayi,
Mere Dil Ki Baaton Mein Wo Kuch Aise Kho Gayi,
Jab Puchha Maine Kyaa Aati Hai Yaad Meri Tujhe,
To Khamosh Hokar Wo Meri Baahon Mein So Gayi !!
Door rah kar kareeb rehne ki aadat hai,
Yaad bankar aankhon se bahne ki aadat hai,
Kareeb na hote hue bhi kareeb paoge,
Mujhe ehsas bankar rahne ki aadat hai.
By Ajooba
Shikvay Bhi Hazaron Hain Shikayat Bhi Bohat Hai
Is Dil Ko Magar Os Say Mohabbat Bhi Bohat Hai
Aa Jata Hai Milne Woh Tasawer Mein Sar-e-Sham
Ik Shaks Ki Itni Si Enayat Bhi Bohot Hai
Ye Bhi Hai Tammanna K Osay Dil Se Bhola Dein
Is Dil Ko Magar Us Ki Zarorat Bhi Bohat Hai..iii
teri shabnami aankon me mai kho jana chahta hu,
tere anchal me chain se so jana chahta hu,
mujhe tujh me hi rab dikhta hai,
mai tujhe apne pass har pal har waqt rozana chahta hu.
Saqi teri mahafil mein hum jam uchalenge
jab kabe mein jayenge zamzam se naha lenge
hum dastnavardi ka kuch aur maza lenge
manzil pe bhi talvon ke kante na nikalenge
hum gulshan-e-fitarat se jine ke ada lenge
shakhon se lachak lenge kanton se ana lenge...iii