Larka larki ko tang kar raha tha
Larki: ap k ghar main MAA ,BEHANnai ha?
Larka: Hain, bus ap ki kami hay
Larki: Ap ko meri kami mehsus horai ha? Ye baat agar mairay 5 BHAION ko pata chali to apkay ghar waloN ko apki KAMI mehsus hogi..
Naa Gire Kabhi Aansu Ki Ek Bund Bhi Uski Aankho Se,
Ae Khuda Toon Motiyo Ki Tarah Uske Aansu Ko Sambhal Rakhna,
Jab Bhi Wo Roye Meri Yaad Mein To Usey Itna Kehna,
Ki Main Laut Aaunga Bas Mujpe Thora Sa Aitbaar Rakhna !!
Apni dharkanø se kuch aisay mera naam Lø,
Ye waqt ruk jaye is lamhay kø thaam Lø,
Teri aankhøn main jhalak hai aisee mere Pyarki,
Saahil Pe jaisay dhalti haseen shaam hø,
Lafzøn se høta nahi izhar humse Pyar ka,
Bs meri aankhøn mai dekh kr khud kø Pehchaan Lø,
Jaisy tarsta hai sehra shabnm k chøønay kø,
Kbi waisy RAB se tm b mje mang Lø
Apni dharkanø se kuch aisay mera naam Lø,
Yeh waqt ruk jaye is lamhay kø tham Lø…
Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal,
Mur ke na dekh beete hue pal
Jo nahin tha tera tujhe nahin mila,
Jo milgaya uske sath guzaar apna har pal..ii
Surkh aanchal main chehra chhupaya karo
Chand nikla kare to chhat par aaya karo
Chhat par tahlo ada se sawarte hue
Main bhi dekhu tumhen nikharte hue
Der tak aisa didar karta rahu
Achhi tasvir aankho main bharta rahu
Mujhse najre na ab tum churaya karo
Chand nikla kare chhat pe aaya karo
Der he se sahi aa bhi jaya karo
Dekhkar mujhko aanchal giraya karoi
armano ki ginti to muje nahi aati
par dil ka ek khayal aapse kahe du
agr pani ki hr ek bund pyar ban jaye to
tohfe me aapko pura samundar de du
kasamkhan
is khwab ke mahaul mein be-khvab hain aankhen
bazar mein aisa koi zevar na milega
ye soch lo ab aakhiri saya hai muhabbat
is dar se uthoge to koi dar na milega
Jab zindgi samji to zindgi se dur the hum,
Marna chaha per jinko majbur the hum,
Har saza kabu ki humne sar jukakar,
Kasur itna tha ki bekasur the hum..