• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • kabhi Lafz bhool jaon Kabhi baat bhool jaon Tujhe is qadar chahon Apni zaat bhool jaon uth ker jo kabhi tere paas se chal doon to jaate huwe khud ko tere paas bhool jaon Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Roz Hi Tum Mere Khoaw Me Aate Ho, Kya Abhi Bhi Hame Yaad Karke Muskurate Ho, Jaante Hai Tum Saath Nahi Ho Mere Phir Kyu Apne Hone Ka Ehesaas Dilate Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • “जाम पे जाम पीनेसे क्या फायदा, शाम को पी सुबह उतर जाएगी, अरे दो बूंद मेरे प्यार की पीले, जिन्दगी सारी नशेमे गुज़र जाएगी”
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Chup Rhoge To Baat Kon Karega, Ham Na Hoge To Yaad Kon Karega, Mana Ke Ham Itne Sweet Nahi Jo Apko Pal Pal Yaad Aye, Par Hum Na Rahe To Aapko Preshan Kon Karega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Baat Woh Karo Jo Auron Ko Achhi Lage Shayari Woh Likho Jo Dil Ki Hatal Baya Karen Dost Aese Banao Jo Gum Mei Sine Se Lage Pehchan Woh Banao Ki Jane Ke Baad Bhi Log Yaad Karen.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Pani ka 1 katra palko pe cha gaya Ye mausam hal-e-dil aapka bata gya Udas ho rahe the na aap mere sms ke bina ? Chalo ab muskurao Humara SMS aa gaya..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • ------------ Na chaho kisi ko itna ki chahat aapki majburi ban jaye, chaho kisi ko itna aapka pyaar uske liye jaruri ban jaye -------------
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Har Pal Har Lamha Teri Yaad Me Gujarta Hain, Bin Tere Jeene Ko Ab Na Mera Dil Karta Hain, Mere Hamdam Meri Becheni To Tu Shabd Pahna De, Bichhi Hai Palke Raho Me Meri Manzil Ka Rahi Banja Re.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • kash ! khushio ke koi Dukan hoti aur hame uski pachan hoti aapka jiven ko bhar data khushio say kimat cha ha hamari JAAN hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Aye Khuda Humko Judai Na De Hum Jee Lenge Tanha, Magar Unko Tanhai Na De Humari Nigaho Mein Basi Hai Unki Surat Unko Bhale Hi Hum Dikhai Na De..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • mere jine ke liye tera armaan kafi hai...dil ke kalam se likhi pyaar ki dashtan kafi hai....teer-e- talwar ki kiya jarourat hai tujhe.,mujhe katal karne ke liye tera mushkaan kafi hai.shaban gonda.?
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Tum bin agar hmara guzara hota, , , Tumhe dil se na yu pukara hota, , , Hmare dil me to sirf tum hi tum ho, , , Kaash tumhare dil me bhi khyal sirf hmara hota. . .
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kash Is Jaate Hue Waqt Ko HumRok Sakte, Apno Ke Saath Guzra Har LamhaJod Sakte, Na Jaane Kitni Yaadein Jo Apno NeDi Humein, Kaash Zindagi Ko Hum Peeche ModSakte. ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Dil ki kitaab me gulab Unka Tha. Raat Ki Nindo me khwab Unka Tha. Kitna Pyar karte ho jb humne pucha, Mar jayenge Tumhare Bina Ye Jawab unka tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz I LOVE YOU Heart
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • A zindegi tu unse daga na kar, wo sada muskurate rahe tu bas ye dua hi kar, koi dekhta hai unhe to mujhe hoti hai jalan, A hawa tu bhi unhe chhua na kar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS