meri duaoo me shamil hai tu is tarha,
phoolo me hoti hai Khushboo jis tarha,
khuda teri zindagi mai itni khushiaan de Dost,
dharti pe hoti hai barish jis tarha,
नोट :dollar: इकट्ठा करने की बजाय दोस्त :two_men_holding_hands::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands: इकट्ठा किये है हमने इसीलिए आज पुराने भी चल रहे है.
Pyaar ki wo hansi tasveer kahan say laun,
Teri dosti say acchi taqdeer kahan say laun,
Har janam mein mile saath tera,
Ab tu hi bata apne hathon mein wo LAKIREN kahan say laun...!
"Sweet sa time dekh kr apne sweet se dost ki sweet si yaad ayi to socha ke sweet sa sms kar du taki hmari sweet si dosti me thodi sweetness or badd jaye.."
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho....
.... Toh itihaas banaati hai !
Dosti ek sagar hai aur dost
machhaliya hai,
Mai tume mere dil mai sambhalkar
rakhunga,
Par agar tumne dur jane ki koshish ki
To,
khuda kasam pani se nikal kar billi ko
de dunga.