My Advice -
Dhokha de ke dosti karo lekin
Dosti kar ke dhokha mat dena
Soch Ke Dosti karo
Leking Dosti karke mat Socho,
Dil Dukha ke Dosti karo
Lekin Dosti karne ke baad Dilmat dukhao.
नोट :dollar: इकट्ठा करने की बजाय दोस्त :two_men_holding_hands::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands: इकट्ठा किये है हमने इसीलिए आज पुराने भी चल रहे है.
kisi muqam pe darna mujhe nhi aata,
Qadam qadam pe bikharna mujhe nhi aata.
Meri dosti aur pyar ka dastoor hai wafadari,
Wada kar k Mukarna mujhe nahi aata.cooooll..!!
Na khuda dost banata na dosti hoti.
Na aap ki yad ati.
Na aap ka intezar hota.
Dosti ki hai apse sambhal k rakhna.
Shishe ki bani hai pathar se dur rakhna.
Friendship is very nice. Thanks
Kamyabi Hoslon Se Milti Hai,
.
Aur
.
Hosla Dosto Se Milta Hai,
.
Aur
.
Dost Muqaddar Walon Ko Milte Hai
.
Isiliye
.
NALAYKO
Meri Qadar Kiya Karo Hamesha..
Phoolo se khushboo churayi nahi jati,
Suraj se roshni chhipayi nahi jati,
Kitni bhi door kyo na ho tum,
Dosti me aap jaisi dost ki dosti bhulayi nahi jati.
Aapke lakho dosto mai 1 hu mai,
aapko na dikhega wo sitara hu mai,
itana to muze bhi yakin hai mere dost,
karoge sabse ache dost ki ginati
to sabse LAST hai hum…!
Hum whisky nahi pite, hum rum nahi pite,
Hum jaam ke naam par gum nahi pite.
Lekin agar mil jaye yaro ki mehfil,
Khuda ki kasam, phir kisi se kam nahi pite.