Agar dost hai to aansu bhi shaan hoti hai.
Agar dost na ho to mehfil bhi samshaan hoti hai. ..
Saara khel dosti ka hi hai Varna...
Janaaja or baraat ek saman hoti hai...
Dosti ka nata kabhi purana nahi hota
.
isse bada duniya me koi khajna nahi hota.
.
Dosti ka rishta pyar se bhi pavitra hota hai..
.
Kyonki isme koi majnu or diwana nahi hota.
Chale jayenge magar yaaden suhani chhod jayenge,
Aapke dil me apni nishani chhod jayenge.
Kabhi royouge to kabhi muskuraoge,
Hum dosti ko vo kahani chhod jayenge
Zindagi ke daur me hawaao se taalluk rakhna,
Dosti ke dauraan me dosto ko yaad rakhna,
Hamaari dosti ki khushboo aati rahegi,
Tum bas apana mobile khula rakhna.
:blush::blush:अगर कभी :man:हम #Msg :calling: ना करे,:heart_eyes: :heart::expressionless:तो #दिल_छोटा:heart: ना करना, बस_दिल :heart:पर #:heart::heart_eyes:हाथ_रखना :raised_hand:और कहना:lips: #शायद आज हमारा:point_right::heart::heart_eyes: :couple:#दोस्त_मोबाइल :calling:से नहीं, #दिल:heart: से #याद:couple_with_heart: कर रहा है” :blush:
Hasrat Hai Aapko Accha Dost Banane Ki,
.
Khwaish Nahi Kuch Aur Paane Ki,
.
Shikwa Humse Nahi Khuda Se Karo,
.
Kya Jarurat Thi Aapko Itna Accha Banane Ki..
dekar hath dosti ka vaapas liya nahi jata,
is nazuk dosti ko zakham diya nahi jata,
sach much ye duniya badi zalim hai,
Likes Aur comment
Free hai fir bhi aapse kiya nahi jata..
Taqdir Se Tab Hame Hissa Milta Hai
Pyar Bhara Koi Jab Rishta Milta Hai
Roshan Ho Jati Hai Sari Zindagi
Jab Rishto Me Aap Jaisa sachha Dost Milta Hai...
Aap ka ashyina dil me basa rakha hai,
Aap ki yadoo ko sine se laga rakha hai,
Pata nahi yaad aap hi kyu aate ho,
Dost to humne auron ko bhi bana rakha hai.