• Categories
Location |   Home >> Mix SMS >> Dosti SMS
  • Dosti SMS   241
  • Imandari Ki Kamai Moti Hoti Hai, . Manzil Pane Ki Zid Ho To Rahe Choti Hoti Hai, . Naye Dost Chahe Jitne Banalo, . Purane Kamino Ki Baat Hi Kuch Or Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Socha Tha Na Karenge Kisi Se Dosti Na Karenge Kisi Se Wada.. " Par Kya Kare Dost Mila Itna Pyara Ki Karna Pada Dosti Ka Wada..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Dosti ko pyar se sajaya aapne Dur hote huve bhi rista nibhaya aapne Kabhi bhula nahi payege hum aapko Kyuki yaad rakhna bhi sikhaya aapne
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • मुझसे दोस्त नहीं बदले जाते,
    चाहे लाख दूरी होने पर,

    लोगों के भगवान बदल जाते हैं
    एक मुराद ना पूरी होने पर...!!!

    मैने कहा खुदा से,
    क्या खूब दोस्त मिले है...
    क्या खूब मैनें, किस्मत पाई है,

    खुदा ने कहा हंसकर,
    "संभाल कर रख पगले,
    ये मेरी पसंद है जो तेरे हिस्से में आई है...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS , Dosti SMS
  • Ladte h dosto se pr jeetna nhi chahte.. Dosto se kbi bichadna nhi chahte.. Haqiqat h ki juda karegi Zindgi 1din, Pr haqiqat me ham wo din dekhna nhi chahte.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kuda ki rahmat sare sansar par barse mere hise ki rahmat mere yaar par barse ae khuda muje kr dena pani agar mera yar kabhi pyas ko tarse
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Agar boy Fail ho jaye to.. MUMMY 3 Words kehti hai.. 1. OR JA GHUMNE . . 2. GF BANA LE . 3. SHARM NAHI AATI? . . But . . Dost 3 word me dil jeet lete hai.. . . "ABE TU BHI".
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kabhi Masti-Kabhi Jhagda, Kabhi Aansu-Kabhi Hansi, Chota Sa PaL-Choti Choti Khushi, ek Pyar ki Kashti or dher saari masti Bas Isi ka Nam to h "DOSTI".
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Risto ki jodi kamzor hoti hai, Ankhon ki baate khamosh hoti hai, Koi puche jab dosti ka matlab, Hamari ungli bas apke or hoti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Yakin pe yakin dilate hain dost, raah chalte ko bewkøøf banate hain dost, sharbat bol k daru pilate hain dost, par kuch b kahe sale bahut yaadate hain dost.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • DoSti Nibhana Koi Aap Se Sikhe Rishte"Banana Koi Aap Se Sikhe, Bahut Tarif Kar Li Aab"SMS Na Kar Ke PaiSa Bachana Koi Aap Se Sikhe.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Chale jayenge magar yaaden suhani chhod jayenge, Aapke dil me apni nishani chhod jayenge. Kabhi royouge to kabhi muskuraoge, Hum dosti ko vo kahani chhod jayenge
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • KASH Mily Koi “Dost”iesa K Phr Juda NaHo Wo Smjy Meri dosti Ko Or Kbi Khfa NaHo Apne Ehsas Se Bant Ly Tnhai meri Itna Pyar Dy Jo Pehle Ksi ne Dya Na Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Hothon pe ulfat ke fasane nahi aate, jo beet gaye fir wo zamane nahi aate, dost hi hote hai dosto ke hamdard, koi farishte yaha saath nibhane nahi aate.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • "Kaho usi se, jo na kahe kisi se" "Mango usi se, jo dede khusi se" "Chaho usi ko, jo mile kismt se" "Dosti karo usi se, jo nibaye dil Se.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Mere Dil, Jiger, Kidney,Liver ho tum waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum Doob kar jisme marr jaoo vo River ho tum Mere jeevan mein ab to forever ho tum..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Dil me yadoo k mele hai, tum bin dost hum bahut akele hai, sub kuch chodkar tumhe sms karte hai, dekho hum tumhe kitna miss karte hai
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Zinda hu tab tak mujhse narazmat hona..... . . . . Ae dosto... . . . . Kyunki marne k baad mai khudhi shikayat ka mauka nhi dungi..:-(
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS