• Categories
  • Sad SMS   192
  • Wohi Raat Ki Khamoshi Aur Tanhai Yeh Hawa Kisi Ki Yaad Le Aayi Hum To Baith Kar Uss Chand Ko Dekh Rahe The Phir Na Jane Kyon Yeh Aankh Bhar Aayi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Na Toh Dua Hi Kaam Aayi Mere, Na Hi Dawaon Ne Asar Kiya, Har Zakham Naasur Hota Raha Mera, Yeh Zeevan Ro-Rokar Basar Kiya….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Beautiful Lines To Save Relations.. Yadi Zindagi ke mode par hum tumhe bure lagne lage toh, Zamane ko batane se pahle hume ek baar jarur bata dena
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Hum Tumse Khafa Ho Nahi Sakte Wada Kiya Hai Bewafa Ho Nahi Sakte Tum Bhale Hi Hume Bhulkar Kisi Aur Ke Ho Gaye Magar Hum Tumhe Bhool Kar To Jee Bhi Nahi Sakte
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Dil ka tootna toh ek bahana tha Rab ko toh apna badla chukana tha Toote ya toda jaye dil ko na hoga koi asar Hum yuhi chalte rahenge chahe kabhi ho na seher.
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Zubaan Khamosh Ankhon Mein Nami Hogi Yahi Bas Ek Dastan-E-Zindagi Hogi Bharne Ko To Har Zakham Bhar Jayega Kaise Bharegi Wo Jagah Jaha Teri Kami Hogi
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Jane Kyun Aansuo Se Aankh Bhar Aayi Dil Ko Shayad Tumhari Yaad Bahut Aayi Chahat Thi Itni Tum Se Milne Ki Lekin Ye Baat Uperwale Ko Kabhi Raas Na Aayi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koi Khud Se Bhi Pyaara Hota Hai, Koi To Dil Ka Sahara Hota Hai, Jaruri Nahi Zindagi Apne Liye Hi Pyaari Ho, Zindagi Mein Koi To Zindagi Se Bhi Pyaara Hota Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Unki Yaadon Ko Humne Sufiyana Rakha, Apne Dil Mein Unka Aashiyana Rakha, Jitni Bar Humne Unse Milne Ki Koshish Ki, Usne Har Baar Ek Naya Bahana Rakha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • मौसम बदल रहा है तुम अपना ख्याल रखना, . . . . . . . (◦.◦) <) )> _/ /_ बदलता मौसम और बदलते लोग बहुत तकलीफ देते हैं...
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Tere Fareb, Teri Soch Se Nikal Jayunga Kisi Udaas Sham Mein Dhal Jayunga Tera Hona Itna Zaroori To Nahi Hai Main To Yaadon Ke Khilono Se Behal Jayunga
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Ek Sakhs Ko Dil Mein Jagah Di Thi Apne Khwabo Ki Duniya Us Se Saja Di Thi Maloom Na Tha Wo Farebi Niklega Us Per Bharosa Kar Ke Khud Ko Saza Di Thi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Ye Dekho To Mere Daaman Mein Kya Nahi Daulat Ka Chaand Hai Shohrat Ki Chaandni Magar Tumhe Kho Kar Lagta Hai Ke Tum Nahi To Kahin Kuch Bhi Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Rooth Ti Hai Zindagi Toh Bekhauf Roothe Bas Sirf Woh Hamse Kabhi Na Roothe Rakh Denge Saari Duniya Ko Taak Pe Bas Hamara Saath Kabhi Na Chhuthe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Dard itna hai ki roo bi nahi sakta hu.main Payas itni hai phir pani pii nahi sakta main Bhook lagi to bohat hai par kha nhi sakta main Yeh kon sa moor par la aaye hai zindagi mujay nind aaye to bohat hai phir see soo nhi sakta mein
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koi Milta Hi Nahi Humse Humara Bankar Wo Mile Bhi To Ek Kinara Bankar Har Khwab Toot Ke Bikhra Kanch Ki Tarah Bas Ek Intezar Hai Sath, Sahara Bankar…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Baar Baar Dil Par Jakham Kab Tak Sahun Main, Sah Sahkar Yeh Sitam Kab Tak Chup Rahu Main, Jaante Hain Zamane Waale Mere Halat Sabhi, Chahiye Jakhmon Ki Dawa Yeh Kis Se Kahun Main….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS