Kitna Chaahata Hun Tujhe Yeh Mujhko Pata Nahi,
Magar Tumhare Siwa Koi Aur Dil Mein Basa Nahi,
Zamana Dusman Ho Gaya Chaahat Ka Hamari,
Juda Ho Gaye Phir Se Ham Yeh Meri Khata Nahi….
zindagi me 2 cheeze humesha tutne k liye hi hoti hain
1- saans
2- saath
Saans tutne se to insaan ek hi baar marta hain
par kisi ka sath tutne se insaan pal-2 marta hain
Abhi Khawab Se Jaga Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai,
Tere Hi Tasavaur Se Rangeen Meri Zindgi Ho Gai,
Tanhai Me Guzar Jayegi Ye Zindgi Hamari,
Ek Hosla Mila Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai,
Shayad Maut Bhi Khafa Hai Mere Is Naseeb Se,
Dum Nikal Hi Rha Tha K Teri Yaad Aa Gai,
Tujhko Bhul Jayenge Na Lenge Tera Naam,
Ye Faisla Kiya Hi Tha K Teri Yaad Aa Gai….
Zindagi jiyo toh jarurat ke mutabik
Kabhi bhi khawaisho ke mutabik nahi
kyuki jarurat toh fakeero ki bhi puri ho jati h
Aur khawaisho ameero ki bhi aduri rah jati h
Kabhi bhi “Kamyaabi” ko dimaag aur,
‘Naakami’ ko dil me jagah nahi deni chahiye
Kyuki “Kamyaabi” dimaag me ghamand aur
“Nakami” dil me mayoosi peda karti hain
:heart_eyes: बड़ी मुश्किलों से सीखा हैं :relaxed: जीना, दूर :raising_hand: तुझसे होकर तेरे बिना, :woman: लौटकर फिर न आना, :sparkling_heart: वरना जीकर भी :skull: मर जाऊंगा तेरे बिना.
Mujhe kehna nhi ata.
K tum binjeena nhi ata.
Jo dard tum denachahtey ho mujhey sehna nhi ata.
Tum to reh Lo gay sath kisi aur kmgr.
Mai kya krun k mujhe KISI or ksath rehna nai ata.
Tum to waaqif hoAndaz.e.Guftugu se. Mujhey to baatkrney ka salika b nhi ata.
Tum to jeetjatey ho Larr jhagar kr b.
Dekhomujhey to Larna b nhi ata.
Tum tokhush reh lo gey merey bin.
Dekhotumhare bin to mujhey Jeena b nahiata.!!!
Jo Maine Hai Likha Usey Bhi Dikhana,
Pata Chale Usey Ek Tha Uska Bhi Deewana,
Uski Hassi Ne, Nazar Ne, Mujhe Kiya Tha Deewana,
Ab Muskil Hai Ussey Bhula Pana…
Ye Jhuth Hai Ki Mujhe Pyar Kiya Hai Tune
Per Zindgi Ko Meri Barbaad Kiya Hai Tune
Main Bada Chaahne Wala Tha Tera
Dhokha Jise Sare Bazaar Diya Hai Tune…