Prof.- pahli hindi silent film kaunsi h?
Sardar-agar film silent thi,
to aapko kaise pata chala ki wo hindi h?
Prof. Socked
&
1st time sardar ne baazi mar di...
डॉक्टर: आपके लिए दो ख़बरें हैं एक अच्छी और एक बुरी।
मरीज: अच्छी वाली खबर क्या है?
डॉक्टर: आपके मरने में सिर्फ 24 घंटे बाकी हैं।
मरीज (आश्चर्य से) बोला: क्या! और बुरी खबर?
डॉक्टर: मैं आपको यह बात कल बताना भूल. Tha
5 Missed Calls From Your
Best Frnd Means They
Wanna Hang Out With You..
.
.
5 Missed Calls From Your
Girlfriend/Boyfriend
Means They Miss U...
.
.
But.
.
.
5 Missed Calls From
Home Means...
"Beta Aaj To Band Bajne
Waali Hai..
Student- sir sab log hindi, English, Urdu,
Me bolte,
Maths me kyu nhi.
Teacher - jyada 3,5 na kr 9,2,11 hole nhi to 4,5 jb dunga to 6 k 36 dikhne lagenge.
two girls are traveling in a train
Girl-1: Tujhe kaisa pati chahiye?
Girl-2: Mujhe Crorepati chaiiye.
Girl-1: Crorepati na miley to?
Girl-2: 50 lakh ke 2 pati chaleñge.
Girl-1: 50 lakh ke na miley to?
Girl-2: 25 lakh ke 4 pati bhi chaleñge.
UPPER birth pe soya hua Pappu bola:
JAB YE 1000 RUPAYE PE AAYE TO MUJHE UTHA
DENA..!
AJAB PREMI KI GAZAB KAHANI
Samosa Said 2 Aloo:
Jab Main Fry Hota Hun To Tumhe
Cover Kar K Garam Oil Se Bacha
Leta Hu Bcoz I Luv U :)
Aloo Said:
Jab Log Tumhe Fry Hone K Foran
Bad Khate H To Main Unka Muh
Jala Deti Hun Bcoz
I Love U Too
:)
Inki Luv Story Pe Na Jaiye,
Samosa Thanda Hi Khaiye..:)))
1KAVI garibi se tang akar DaakuBan gya
Daaka dalne 1bank me gya orkaha,
Arz kiya hai.
Takdir me jo hai whi Milega,
Hands Up koi apni jagah se nhihilega.
Kuch khwab meri ankho se nikaldo,
Jo kuch bhi tumhare paas hai jaldise is bag me daal do.
Bahut koshish karta hu uski yaadbhulane ki,
Koi koshish na kre police ko bulaneki.
Bhula de mujhko kya jata hai tera,
Me goli maar dunga jo kisi nepicha kiya mera...
Gul ko gulab bana dete.
Gulab ko kamal bana dete.
Agar aap humse pyar karti to.
Hum sayad aape gav main
Delhi ka lal kila ya
Agra ka Tajmahal banwa dete,??
Boys Ki SALARY Or Girl Ka PERIODS Ek
Jesi Hoti hai...
.
.
30din Me 1bar Aati He Or
5-6 Din Me Khatam Ho Jati He.
.
.
.
Late Aye To Tension OR Na Aaye To
Samjho Watt Lag Gai...
Mobile Aya
Camera Khatam
Mobile Aya
Wrist Watch Khatam
Mobile Aya
Torch Khatam Mobile Aya
Radio Khatam
Mobile Aya
MP3 Khatam
Mobile Aya
Letters Khatam Mobile Aya
Calculator Khatam
Mobile Aya
Computer Khatam
Mobile Aya
Sakoon Khatam Aur agar aapka “Mobile" aapki
"Biwi" ya
"GF" ke
haath aaya to aap "Khatam."
Husband ( calls up Hotel Manager
from his hotel room):
“Please come fast ..!
I am having an argument with
my wife and she says she will jump
off the window of your
hotel ...!!!"
.
.
MANAGER:
Sir, I’m sorry but its your personal
matter.
.
.
Husband:
Abey dhakkan ..!
Yeh khidki nahi khul
rahi hai ..!!
Ye Kash Faasle Na Hote,
Kash Hum Tum Se Door Na
Hote, Kash Hum Aur Tum
Saath Hote, To Sms Ke Paise
Bacch Jate, Or Hum Dono In
Paisoo Se Kurkura Khate..!
ladka - apne pita se pitaji aap humein school kisliye bhejte hain.
.
.
.
pitaji - ek achha insaan banane ke liye.
.
ladka - par sir to humein murga banate hain.