खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था वाह वाह फिर रस्ते पे जाके देखा तो खिडकी मै कोई नही था :joy::grin::grimacing::laughing::laughing:
Shab-E-Hizr Ka Jhagda Kya Batain Saheb
Bas Kaam Aa Gayee Apki Duaien Saheb
Diwaar Zindgi Ki Uski Yadon Pe Tiki Hai
Bhool Ke Din Raat Ki Eentein Kyu Girayen Sahib
Mai.N Hosh Mai Hi Nahi Hun Mujhse Na Poocho
Dil Hoga Yahi Kahin Dayein-Bayein Saheb
Dikhne Laga Ab Mujhe Pariyon Ka Huzoom
Aap Aage Se Mere Botal Na Hatayein Saheb
Jo Zahar Zindgi Mout Tak Asaan Kare
Sagar Nahi To Chullu Main Hi Pilayen Saheb
Shaam hote hii ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai.
Mobile Ek Mandir He,
Sim Card Uska Devta He,
Call Karne Wala Pujari He,
SMS Bhejne Wala Dani He,
Padhane Wala Bhakt He,
Reply Na Karne Wala Ek Mahan Bhikhari H.
Just Imagine
Maan Lo Aap Bus Mein Safar Kar Rahe Ho
Aapko Bahut Jor Ki Paad Aa Raha Hai
Itifakan, Gana Bhi Bahut Jor Se Baj Raha Hai
Aur Mauke Ka Faida Uthate Hue
Aapne Bhi Bade Smartly Gaane Ki Dhun Mein Dhun Milate Hue Paad Mara
Aur Kisi Ko Pata Bhi Nahi Chala
Jab Utrane Lage Aapne Dekha Sab Ghur Rahe Hain
Aur Achanak Aapko Yaad Aaya
Gana To Aapke Headphone Per Chal Raha Tha…