• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Ek Cute Se Bachhe Ko Dekh Kar, Ek Ladki Ne Us Ke Gaal Par, Kiss Kar Diya, Ladki :- I Am Sorry , Aap Ke Gaal Pe Lipstick Lag Gayi, Bachha :- It Is Ok Baby, Kuchh Achha Karne Se Agar, Daag Lagte Hain,Toh Daag Ache Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • CID Sad Line....... 2012 No Prkop Badhane "Nadse" 2012 No Prkop Badhane "Nadse" ACP Says......... Daya Petrol Na Bhav Vadhya, Have To Bus No Pass Kadhavo J "Padse"
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jindagi behaal hai, Sur hai naa taal hai, Msgbox bhi kangal hai, kya aapki sms factory me hadtal hai, yaar kuch to bhejo ye meri, mobile ki zindagi ka sawaal hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Pyar ko zindgi ki BEARING kahte h career ko zindgi ki STERING khte h jaha machine ko smbhalte-2 Admi machine bn jata h use ENGINERING kahte he.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Hamari yaad na aaye aisa hone nhi denge. Dost aap k jaisa khone nhi denge. Sharafat se contact me rehna, warna kaan k niche 2 marenge or rone bhi nhi denge !!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Thokar khakar gungunana hi ZINDEGI hai.. Gam pikar muskurana ZINDEGI hai... 1 ladki dhoka dey to koi baat nahin, Sab kuch bhul kar dusri patana hi ZINDEGI hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aap Ko Miss Karna Roz Ki Baat Hai, Yaad Karna Aadat Ki Baat Hai, Aap Se Dur Rehna Kayamat Ki Baat Hai, Magar Aap Ko Jhelna Himmat Ki Baat Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dil denge kisi 1 ko, sirf 1 ko. Wah..Wah Dil denge kisi 1 ko, sirf ek ko lekin jab tak koi 1 na mile.. LINE marte rahenge har ek ko.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Bina make-up ke ladki khas lagti hai Make-up karle to bindas lagti hai Papa ke sath jaye to udas lagti hai Par jab jaye akeli to jhakas kagti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ladki: Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahi Mohabaat ek se hoti hai, hazaron se nahi Ladka: Chandni chand se hogi to sitaron ka kya hoga Mohabbat ek se hogi to hazaron ka kya hoga..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Hawaye kehti he dosti kr Fizaye kehti he pyar kar Bahare kehti he shadi kar Par ghar wale kehte hai BAKWAS BAND KAR or padai kar
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ajib Si Kasish Hai Tum Mein, Ki Hum Tumhare Khyalon Mein Khoye Rahte Hain, Yeh Sochkar Ke Tum Khyalon Mein Aaoge, Hum Din Raat Soye Rahte Hain….
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kiya hai... Udhar aap majabur baithe hain.. Idhar hum khamosh baithe hain.. Baat ho to kaise ho.. Jab dono taraf do kanjush baithe hain.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz hai... Aap hamare dil me base ho. . Aap hamare dil me base ho... Wah wah... Thoda side ho jao saans lene wale pipe me fase ho.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • A Couple Had A Fight Whole Night… Later Next Morning, Husband Offered A Glass Of Milk To His Wife. Wife – You Are Sorry For Fighting With Me? Husband – No… Today Is Nag Panchami, Le Nagin Pee Le.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Girl – Jante Ho Tum Ladke Kyon Bal Katbate Ho? Boy – Batao? Girl – Taki Badtmiji Karne Par Koi Ladki Bal Pakad Kar N Mare Boy – Janti Ho Tum Ladkiyon Ke Bal Kyon Bade Hote Hain? Girl – Its Natural! Boy – Nhi, Balki Eshliye Taki Juyein Ushme Jhula Jhul Shake… :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arj Kiya Hai…… Samma, Parwane Se Kuchh Kah Rahi Hai, Samma, Parwane Se Kuchh Kah Rahi Hai, Darling Jara Rumaal Dena, Meri Naak Bahut Bah Rahi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS