• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • बेझिझक मुस्कुराये जो भी गम है, जिंदगी में टेंशन किसको कम है, अच्छा या बुरा तो केवल भ्रम है, जिंदगी का नाम ही कभी ख़ुशी कभी गम है।
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Mohabbat mein jab mujhe Dhoka mila, To zindagi me charo aur udasi cha gayi, Socha tha ki AAG laga dunga es duniya ko Par kambhakt colony mein dusri aa gayi :)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Hansti Thi Hansaati Thi, Dil Ko Bahut Bhati Thi, Dekh Dekh Sarmaati Thi, Phir Andar Se Muskurati Thi, Aaj Pata Chala Ke Woh, Khud Toh Pagal Thi, Mujhe Bhi Pagal Banaati Thi…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • लड़कियो को HOT बोल बोल ke बेमतलब सूर्य देवता से पंगा ले लिया अब वो पूछ रहे है कि अब बता HOT कौन ???
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz he.. Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge.. Gaur farmaaiga... Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge.. Ek cup shubah .. or ek cup shaam ko pilaenge
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Chehre Pe Daag Aur Aankho Me Nami Hai Chehre Pe Daag Aur Aankho Me Nami Hai Jyada Socho Mat, Tumhe VITAMIN "C" Aur "IODIN" ki Kami Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Har Chand Ka Didar Alag Hota Hai.. Har Beer Ka Nasha Alag Hota Hai.. Kisi 1 Ladki Pe Zindgi Barbad Mat Karna.. Q Ke Har Ladki Ka "FIGURE" Alag Hota Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Na ishq kar mare yaar yeh ladkiya (girls) bahut satati hai, na karna in par aitbaar yah kharcha bahut karwati hai, recharge tum karwa ke dete ho aur number mera lagati hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Yaad Aane Lage Chacha Ghalib Ya Elahi! Ye Majra Kya Hai? Taakta Hoon Harek Ladki Ko Varna In Aankhon Ka Fayda Kya Hai Kapdo Ki Aabo Taab Dikhane Mein Reh Gya Kuch Khoobsurato Ko Lubhane Mein Reh Gya Murge Ki Taang Kha Gye Shadi Mein Saare Log Main Deston Se Hath Milane Mein Reh Gya…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jindagi behaal hai, Sur hai naa taal hai, Msgbox bhi kangal hai, kya aapki sms factory me hadtal hai, yaar kuch to bhejo ye meri, mobile ki zindagi ka sawaal hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jholi Bhar K Pyar Bheju. Dil Se Dil ka Sawal Bheju. Aata Nhi Apka Koi Call Ya Sms. Yaad Nhi Aati Humari,Ya. Yaaddash K Liye Kaju Badam Bheju...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • रब्बा दुःख न देना मेरे दोस्त को, चाहे मुझे सुखो का पहाड़ देदे,
    नयी साइकिल पर घूमे दोस्त मेरा, मुझे भले ही पुरानी BMW
    कार देदे…!!! ????
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS , Whatsapp Shayari SMS
  • Aap Ko Miss Karna Roz Ki Baat Hai, Yaad Karna Aadat Ki Baat Hai, Aap Se Dur Rehna Kayamat Ki Baat Hai, Magar Aap Ko Jhelna Himmat Ki Baat Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Advice Shayri- Arz Karta Hu.. Tum Log Aapas Me Mat Lado Wah Wah Tum Log Aapas Me Mat Lado Vicks Ki Goli Lo Khitch Khitch Dur Karo
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Sahil Ki Geeli Ret Per Do Lover Baithe The Girlfriend Ne Ladke Ka Hath Pakad Ke Kaha Tum Bolte Kyu Nahi… Wo Muskura Diya Aur Ret Per Likha, Mere Moonh Mein Gutka Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Shadi Se Pahle Biwi Likhati Thi, Tumhaare Charno Ki Daasi, Ab Shaadi Ke Baad Likha Jata Hai, Tumhaare Khoon Ki Pyasi, Mana Ke Skirt Pahanane Se, Bhagane Se Aasani Rahti Hai, Magar Bhagane Ki Nobat Bhi, Aati Toh Hai Skirt Ke Sabab Se, Hotal Mein Jiske Saath Tha Main, Kamar Mein Haath Dale, Yaar Woh Meri Biwi Nahi Kisi Aur Ki Biwi Thi…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Rishtay torr deti hai GF insaan ko tanha kar deti hai GF Naa aanay dena dil ke kareeb kabhi isko kayu ke dil se dharkan ko juda kar deti har GF . . . GF bolay to galat fehmi jo abi apko hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Mountain Dew Peene Se Ud Jata Hai Fear. Basically Ur Concepts R Not Clear. Wah.. Wah.. Dost Ne Pucha Exam Me "5th Ans Batao" Maine Kaha "Melody Khao Khud Jaan Jao" Ek Or Arz Kia Hai, Maine Piya Aapka Khoon. Gd Aftrnoon Gd Aftrnoon Bas Ek Aur, Apke Pyar Me Pagal Ho Gaye Peter. Ab Hero Honda Splendor 80km Per Litre..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS