Dekho kitna zalim hai ye zamana jo hume tumse milne se rokta hai,
jabbhi koshish karte hai tumse milne ki yahi keheh kar tokta hai,
ki mat jao us kutte ke pas wo to sabko dekh kar bhonkta hai.....
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi,
Maine dil se kaha dhoond laana khushi
Bechaara kahan jaanta tha
Khalish hai yeh kya khala hai
Shehar bhar ki khushi se
Yeh dard mera bhala hai
Jashna yeh raaz na aaye
Mazaa toh bas g