Agar Pyaar Sath Ho Toh Tanhayi Nahi
Hoti, Sachche Pyaar Mein Kbhi
Bewafai Nahi Hoti, Par Agar Ek
Baar Pyaar Ho Jaaye, To Kitne Hi
Coaching Center Join Kar Lo Fir
Padhaai Nahi Hoti Har Shayri Romantic
Nhi Hota Kuch Funny Bhi Hote Hai.
Is din ke intzaar mein kabse baithe the hum
mili itni kushiyan ke bhool gaye sare gum
khuda kare ye bahaar yunhi bantti rahe
hum rahe na rahe whereincity ko shayri ki bahaar milti rahe.
Kabhi na chuka sako wo loan hai hum,
Jo hamesha bajti hi rahe wo tone hai hum,
Ab to pehchan gaye hoge k kaun hai hum...?
SMS ki duniya k DON hai hum..
Tumhari Saalgirah Pe Jaana Kia Bhejoon,
Apni Jaan Bhejoon Keh Apna Dil Bhejoon,
Phir Soochta Hoon Jaana Kion Na,
Tumhare Liye Kee Hui Shopping Ka Bill Bhejoon.
Arz he..
Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge..
Gaur farmaaiga...
Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge..
Ek cup shubah .. or ek cup shaam ko pilaenge
Wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
wah wah
.
wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
wah wah
.
isse pehle mai inhe kharidata yaar unhe bakri kha gayi.
wah wah.
उम्र की राह में जज्बात बदल जाते है।
वक़्त की आंधी में हालात बदल जाते है
सोचता हूं काम कर-कर के रिकॉर्ड तोड़ दूं।
कमबख्त सैलेरी देख के ख्यालात बदल जाते हैं
zindagi ki bhaag daud raaste badal jate hai
Tez hawa mein sahil ke kinare badal jate hai
Aksar sochta hu padh-2 ke sa record tod du
Par kitaab kholte hi iraade badal jate hain