Tumhari Saalgirah Pe Jaana Kia Bhejoon,
Apni Jaan Bhejoon Keh Apna Dil Bhejoon,
Phir Soochta Hoon Jaana Kion Na,
Tumhare Liye Kee Hui Shopping Ka Bill Bhejoon.
Khuda kare kisi ko mohabbat me judai na mile
Kabhi bhi kisi ko ishq mein bewafayi na mile
Aur jo meri es post ko padh kar b Like na kare
Usko thand mein kabhi rajayi naa mile… :P
Arz Hai..
Kapde Silvane Ho To Dhund
Lo Darji..
Wah Wah..
Ershad Ershad..
Ki Kapde Silvane Ho To Dhund
Lo Darji.. Aur
Nangu Pungu Ghumna Ho To,
Aapki Marji! :P
Stri Aur Purush Ke Aansuo Me Yahi Antar Hai Ki Stri Ke
Aansu Farmaish Puri Hone Se Pahle Nikalte Hai Jabki
Purush Ke Aansu FARMAISH Puri Ho Jane Ke Baad
Dil ke mehmaan ban jao,
ankho ke armaan ban jao,
.
hontho ki muskan ban jao,
.
yeh sab bhi ban jana lekin,
.
pehle zara,
.
cartoon se,
.
insaan to ban jao.
O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
My Boat फंसी मझधारा
Please Give Me Some सहारा
I Don’t Have Any किनारा
नहीं दिखता कोई नजारा
Please Take Fastly ANy Action
मैं बिकता खड़े बजारा
O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
Please Give Me Some Power
मैं बन जाऊं चाँद सितारा
मेरी विनती सुन लो GODA
मैं लेता नाम तुम्हारा….