Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo
Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo
Phir bhi na dikhe agar toh chashma badal kar dekh lo!!!
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
वो मेरी किस्मत मेरी तकदीर हो गयी; हमने उनकी याद में इतने ख़त लिखे कि; वह ‘रद्दी’ बेचकर ही अमीर हो गयी!
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Chehre Pe Daag Aur Aankho Me Nami Hai
Chehre Pe Daag Aur Aankho Me Nami Hai
Jyada Socho Mat, Tumhe VITAMIN "C" Aur
"IODIN" ki Kami Hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Mohabbat mein jab mujhe Dhoka mila,
To zindagi me charo aur udasi cha gayi,
Socha tha ki AAG laga dunga es duniya ko
Par kambhakt colony mein dusri aa gayi :)
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Bindas Muskurao Kya Gam Hai, Zindgi Me Tension Kisko Kam Hai, Yaad Karne Wale To Bahut Hai Aapko, Dil Se ‘Tang’ Karne Wale To Sirf Hum Hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Boys mentality: Ye jo AAG dil me lagi h zamaane me lga dunga
Uski doli jo uthi
To.
to
to
Koi baat nhi smart hu dusri fasa lunga
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Ek Khusbu Ne
Phul Ko Khas Banaya
Phul Ne Matti
Ko Khas Banaya
Chahat Ne
Mohabat Ko Khas Banaya
Kambakhat Mohabat Ne
Kitno Ko Devdas Banaya
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Deadly sher on “SUPERMAN”
Arz Kiya He
Ye, Man Bahut Hi Super He
Wah Wah
Yeh Man Bahut Hi Super He
Isliye To Iski Chaddi Pant K
Upar He
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Hawaye kehti he dosti kr
Fizaye kehti he pyar kar
Bahare kehti he shadi kar
Par
ghar wale kehte hai BAKWAS BAND KAR
or padai kar
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Yaaro Mere Marne Ke Baad,
Aansu Mat Bahana…
Yaaro… Mere Marne Ke Bad,
Aansoo Mat Bahana…
Jyada Yaad Aaye, Toh Upper Challe Aana… :D
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Kar Gyi Ghar Mera Khali
Mere So Jaane Ke Baad
Mujhko Dhadka Tha Ke Kuch Hoga Tere Aane Ke Baad
Maine Dono Baar Thane Mein Likhayi Thi Report
Ek Tere Aane Se Pehle, Ek Tere Jaane Ke Baad…
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Duniya Walo Se Chupa Kar Unki Tasveer Bathroom Mein Laga Rakhi Hai,
Wah Wah…
Duniya Walo Se Chupa Kar Unki Tasvir Bathroom Mein Laga Rakhi Hai,
Aur Har Ghadi Unka Didar Ho Isliye Julab Ki Goli Kha Rakhi Hai…
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Abe O pagal, 1 Zabardast Sher Sun
Sher Bi Tu, Cheeta Bi Tu
Kya Frmaya?
Sher Bi Tu, Cheeta Bi Tu
Or
Bandron Ki Race Me "Jeeta" Bi Tu
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Haathi aur chinti ki shadi huyi
dusre din hi haathi mar gaya
chinti boli wah re allha ek din ka pyar diya
aur sari umar Kabar Khodne ka kaam diya!
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Class Me Master Sharab Liye Bethe Hai
Gor Farmaiyega
Class Me Master Sharab Liye Bethe Hai
Aur
Student Itne Chalu Hai Ki Glass Liye Bethe Hai
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
उसने हाथों पर मेहंदी लगा रखी थी; हमने भी अपनी बारात सजा रखी थी; क्यूंकि हमें मालूम था वो बेवफा निकलेगी; इसलिए हमने भी उसकी सहेली पटा रखी थी!
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Phone mat kiya karo dear,
Mom hoti hai near,
Papa se lagta hai fear,
Baat nahi hoti clear,
Isliye Sms karo dear,
Without fear &very clear.
By-Raymon
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Fizao K Badalne Ka Intzar Mat Kar
Andhiyo K Rukne Ka Intzar Mat Kr
Pakad Kisi Ko Aur Faraar Ho Ja
Papa Ki Pasand Krne Tak Ka Intezar Mat Kar.
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Arz kia hai....
Pyaar main jo kabhi pakde jaao...
Pyaar main jo kabhi pakde jaao...
Der na karo,
Foran bhai bahan ban jaao....
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS
Maine teri yaad me,ro ro kar balti
bhar di
Maine teri yaad me,ro ro kar balti
bhar di..
Tu itna bewafa nikla ke
usme nahakar chal diya!!!
10 years ago
Copy
Tags :
Funny Shayari SMS