• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Raj teri ankho me Dard ka jo rang hai Wah wah Raj teri ankho me dard ka jo rang hai Chai ki ye Umang hai Tarang Hi Tarang Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • SMS 1bimari he jo waqt ko barbad karti he Aao mil k kasam khaye k ye bimari khatam karenge Ek Call roz tum karo baki sare Miss Calls hum karenge.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai, Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai, plz aaj wah wah na kehna, kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Umar ki raah mein JAZBAAT badal jate hai, Waqt ki AAndhi me HALLAT badal jaate hai, Sochta hoon kaam kar kar ke Record tod dun, Lekin kambhakt salary dekhte he KHAYAAL badal jaate hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aap jaise log kuch khaas lagte hain, Dil me har waqt ek aas rakhte hain, Jaane kb ho jaaye mulaqaat aapse, Isliye hm 1 DISPRIN hmesa apne saath rkhate hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Na ishq kar mare yaar yeh ladkiya bahut satati hai, na karna in par aitbaar yah kharcha bahut karwati hai,, recharge tum karwa ke dete ho aur number mera lagati hai …
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jaane kya mujhse zamaana chahta hai, Mera dil todkar mujhe hasana chahta hai. Jaane kya baat chalakti hai mere chehre se dosto Har shaks mujhe aazmaana chahta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • ना वक्त इतना हैं कि सिलेबस पूरा किया जाए; ना तरकीब कोई की एग्जाम पास किया जाए; ना जाने कौन सा दर्द दिया है इस पढ़ाई ने; ना रोया जाय और ना सोया जाए।
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aashiqui Bhi Dosto Kya Classical Sangeet Thi Raag To Ohi Jaane Kya Tha, Jaane Kya Gaate Rahe Zindagi Bhar Ishq Ka Izhaar Karne Ke Liye Voh Bhi Haqlaate Rahe Aur Hum Bhi Haqlaate Rahe…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • How True.. When Bhakti enters food, Food becomes Prasad.. When Bhakti enters hunger, Hunger becomes Fast.. When Bhakti enters water, Water becomes Amrit.. When Bhakti enters a house, House becomes a Temple.. When Bhakti enters in work, Work becomes Karma.. When Bhakti enters travel, Travel becomes Pilgrimage..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Bottle chupa dena kafan me mere, shamshan me bhet kar piya karuga, khuda maangega jab hisaab mujhse, ek ek peg bana kar diya karuga.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kiya Hai... Khushi Wo Chiz Hai Jis se GUm bhulaya Jata Hai . Aur . Gum wo chiz Hai mere dost . jis se . . . . lifafa chipkaya jata Hai
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • ना वक्त इतना हैं कि सिलेबस पूरा किया जाए;
    ना तरकीब कोई की एग्जाम पास किया जाए;
    ना जाने कौन सा दर्द दिया है इस पढ़ाई ने;
    ना रोया जाय और ना सोया जाए।
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS