• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Ladkiya hame na pasand kare iska hame koi gam nahi?.. Ladkiya hame na pasand kare iska hame koi gam nahi?.. Badnasib hai woh ladkiya jinke nasib me hum nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Usne jo sher mara to wah wah ho gai.. . Usne jo sher mara to wah wah ho gai.. . Aur Maine jo sher mara to to to to sherni widhwa ho gayi
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dil badal na dena , SIM card ki tarah Dosti low mat karna , battery ki tarah Pyar kam na karana , balance ki tarah Bich me chhod na dena , network ki tarah Hamesha mera sath nibhana , charger ki tarah…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kiya hai Heer ro ro kar ranza se kah rahi hai, . Wah wah.. . Heer ro ro kar ranza se kah rahi hai, . . Duptta chhor de kutte meri nak bah rahi hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ghantu Ko Vodafone Mein Operator Ki Job Mil Gayi, Magar Pehle Din Hi Use Unhone Bahut Mara Aur Nikal Diya Cause First Caller: Mera Vodafone Ka Sim Kharab Ho Gaya Hai! Ghantu: To Pagal Airtel Ka Le Le…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ek Chor Chori Karne Ek Ghar Mein Ghusa, Malik: Kaun Hai? Chor: Miyaaun… Malik: Kaun Hai? Chor: Miyaaun… Malik: Kaun Hai? Chor: Sale Billi Hai Billi…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aavta haso cho. Jata haso cho. Savare haso cho. Ratre haso cho. Sukh ma haso cho. Dukh ma haso cho. Tamne shu lage cheee? Tame ekla j "Close UP" ghaso chooo???
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zindgi Ki Har Ek Udaan Baaki Hai Har Mod Pr Ek Imtihan Baki Hai Abhi To Sirf Aap Hi Pareshan Hai Mujhse Abhi To Pura Hindustan Baaki Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jab koi itna khas Ban jaye Uske Bare Me sochna Ehsas Ban jaye To Mang lena khuda se use zindgi bhar k liye, Isse pehle ki uski MAA kisi aur ki SAAS Ban jaye…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dedicate To All Kamine Type Friends Arz Kiya Hai Dost Teri Yaad Me Susu Lag Gaya.. Wah Wah Wah.. (Haso Mat Pagalo….emotions Dekho) Dost Teri Yaad Me Susu Lag Gaya Ye Bhi Toh Aansu Hi Hai Pagle Bas Rasta Bhatak Gaya..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Wo ishq to karti hai par janon nahi karti. Wo katal to karti hai par khon nahi karti. Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali Mis call to karti hai phon nahi karta…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zindagi Ki Rahon Mein Jab Koi Mod Aaye, Vah, Vah, Irshaad, Irshaad, Zindagi Ki Rahon Mein Jab Koi Mod Aaye, Toh Toh Toh Give Indicator Blow Horn Aur Mud Jaaye….
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dard Ka Ehsas Jab Se Ladkiyan Karne Lagi Uff Ladkon Ki Kismat Dar-Dar Bhatakne Lagi Husan Ke Phool Ko Perfume Se Mehkaane Wali Yeh Ladkiyan Murjhayi To Guldaste Se Utarne Lagi…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Sardar Become Shayer.... now a shayeri From Sardar Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi, Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi, Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho To Kya Hua Darling? Kunware Hum Bhi Nahin
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • hansi mazak k ye din yaad rakhna is kasamkhan ki dosti ko yaad rakhna mahefil me agr kl me rahu na rahu EK THA TIGER bs itna yaad rakhna
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Julfo Me Foolo Ko Saja Ke Aayi Hai, Chehare Se Dupatta Utha Ke Aayi Hai, Kisi Ne Puchha Aaj Badi Khubsurat Lag Rahi Ho, Mane Kaha Shayad Aaj Naha Ke Aayi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Deadly sher on “SUPERMAN” Arz Kiya He Ye, Man Bahut Hi Super He Wah Wah Yeh Man Bahut Hi Super He Isliye To Iski Chaddi Pant K Upar He
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Phool hai gulab ka kaaton se kya darna, Phool hai gulab ka kaaton se kya darna, Pyaar karte hai hum dono, Tere baap se kya darna.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dhadkan Dil Ki Ruk Jati Hai, Sanse Aksar Tham Jati Hai, Bahut Buri Halat Hoti Hai Yaaro, Jab Girlfriend Se Shadi Karne Ki Naubat Aati Hai.! :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS