• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Aapki Chaal Mor Jaise, Aawaj Koyal Jaise, Dimag Lomdi Jaise, Aankhen Hiran Jaise, Par Kitna Acchha Hota, Agar 2-3 Quality Insano Jaise Hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ishq Agr Bachpan Me Ho To Wajah Khas Chahiye Jawani Me Ho To Ehsas Chaiye Ab B Time H Jaldi KrLo Vrna Budhape Me Kroge To Chawnprash Chahiye
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • DIL se DIL laga ke dekho, Meri yaadon ko apne dil mein basa ke dekho, SMS ki jagah CALL bhi karenge, bas ek bar mere mobile ka bill chuka ke toh dekho..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • gujarte hai meri saaso me tera naam aaj bhi, dhalti hai tere intezar me meri shaam aaj bhi, tujko mujh se bichde zamana ho gaya, magar hoti hai tere naam se meri pahchan aaj bhi
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • AaJ KaL Ki Ladkiya Husn Pe NaaZ Karti Hai.. Wah...wah... AaJ KaL Ki Ladkiya Husn Pe NaaZ Karti Hai.. . . . . . . . . . . Grammar to aata nahi Magar english mein baat karti hai
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Shab-E-Hizr Ka Jhagda Kya Batain Saheb Bas Kaam Aa Gayee Apki Duaien Saheb Diwaar Zindgi Ki Uski Yadon Pe Tiki Hai Bhool Ke Din Raat Ki Eentein Kyu Girayen Sahib Mai.N Hosh Mai Hi Nahi Hun Mujhse Na Poocho Dil Hoga Yahi Kahin Dayein-Bayein Saheb Dikhne Laga Ab Mujhe Pariyon Ka Huzoom Aap Aage Se Mere Botal Na Hatayein Saheb Jo Zahar Zindgi Mout Tak Asaan Kare Sagar Nahi To Chullu Main Hi Pilayen Saheb
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Raj teri ankho me Dard ka jo rang hai Wah wah Raj teri ankho me dard ka jo rang hai Chai ki ye Umang hai Tarang Hi Tarang Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • hansi mazak k ye din yaad rakhna is kasamkhan ki dosti ko yaad rakhna mahefil me agr kl me rahu na rahu EK THA TIGER bs itna yaad rakhna
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zindagi Ki Rahon Mein Jab Koi Mod Aaye, Vah, Vah, Irshaad, Irshaad, Zindagi Ki Rahon Mein Jab Koi Mod Aaye, Toh Toh Toh Give Indicator Blow Horn Aur Mud Jaaye….
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Chand ko tod dunga suraj ko fod dunga, Chand ko tod dunga suraj ko fod dunga, Agar tum haan kahe janeman to, peheliwali ko chod dunga.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jo ankhon se hamesha rahte hen Dor.. . Wah Wah, . . Jo ankhon se hamesha rahte hen dor.. . . . . Wo Question Exam me ate hen Zaror...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Fizao K Badalne Ka Intzar Mat Kar Andhiyo K Rukne Ka Intzar Mat Kr Pakad Kisi Ko Aur Faraar Ho Ja Papa Ki Pasand Krne Tak Ka Intezar Mat Kar.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Hamesha hasne walo ko b gum ho skta h wah wah Hamesha hasne walo ko b gum ho skta h wah wah . . koi b lawaris vastu na chhuye usme bum ho skta hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dosti Gazal Hai Gane Ke Liye Dosti Nagma Hai Sunane Ke Liye Ye Wo Jazba Hai Jo Sabko Nahi Milta Kyoki Aap Jaisa Chahiye Nibhane Ke Liye… `
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kiya Hai... Khushi Wo Chiz Hai Jis se GUm bhulaya Jata Hai . Aur . Gum wo chiz Hai mere dost . jis se . . . . lifafa chipkaya jata Hai
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Mountain Dew Peene Se Ud Jata Hai Fear. Basically Ur Concepts R Not Clear. Wah.. Wah.. Dost Ne Pucha Exam Me "5th Ans Batao" Maine Kaha "Melody Khao Khud Jaan Jao" Ek Or Arz Kia Hai, Maine Piya Aapka Khoon. Gd Aftrnoon Gd Aftrnoon Bas Ek Aur, Apke Pyar Me Pagal Ho Gaye Peter. Ab Hero Honda Splendor 80km Per Litre..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • IPL ke matches dekh k logo ko maja aa raha hai IPL ki matches dekh k logo ko maja aa raha hai 12 saal se DAYA ek hi QUALIS Chala rha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS