Ak ladki thii jo hamko hamesa pyar se dekhte thii.
SUNO YARO ak ladki thii jo hamko hamesa pyar se dekhte thii.
Dukh bat to ye h ki....
Wo merehi 8 mahine ki choti beti thiii.
Gustakhi ye hai hamari..
Har kisi se rishta jod lete hai..
Log kehte hai mera dil pathar ka hai..
Lekin.....aye dost...
Kuch log aise bhi hai jo ise bhi tod dete hai.
Jab koi itna khas Ban jaye
Uske Bare Me sochna Ehsas Ban jaye
To Mang lena khuda se use zindgi bhar k liye,
Isse pehle ki uski MAA kisi aur ki SAAS Ban jaye…
Shaam hote hii ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai.
Funny shayari BY THIEF..
Mobile ke Night Plans Ne To Hume, Bhuka MaarDiya Hai Dosto,
.
.
.
.
Jis Ghar Mein Chori k Liye Jao, Koi Na Koi Aashiq Jag Raha Hota Hai...
Sahil Ki Geeli Ret Per Do Lover Baithe The
Girlfriend Ne Ladke Ka Hath Pakad Ke Kaha Tum Bolte Kyu Nahi…
Wo Muskura Diya Aur Ret Per Likha,
Mere Moonh Mein Gutka Hai…
Yaad karte hai tumhe tanhai mein,
Dil duba hai gamo ki gahrai mein,
Hume mat dhundo duniya ki bheed mein,
Hum milenge tumhe fir kisi,
Free SMS ki scheme mein.
O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
My Boat फंसी मझधारा
Please Give Me Some सहारा
I Don’t Have Any किनारा
नहीं दिखता कोई नजारा
Please Take Fastly ANy Action
मैं बिकता खड़े बजारा
O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
Please Give Me Some Power
मैं बन जाऊं चाँद सितारा
मेरी विनती सुन लो GODA
मैं लेता नाम तुम्हारा….
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
plz aaj wah wah na kehna,
kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai
Khwabo K Andar Zinda Mat Raho;
Balke Apne Andar Khwabo Ko Zinda Rakho;
Mohabbat Unse Nahi Hoti Jo Khoobsurat Ho;
Khoobsurat To Wo Hota Hai Jinse Mohabbat Ho!!!