Main aapko chand kehta,
Main aapko chand kehta
Lekin usme bhi daag hai
Main aapko suraj kehta,
Main aapko Suraj kehta
Lekin usme bhi aag hai
Main aapko bandar kehta,
Main aapko bandar kehta
Lekin usme bhi dimaag hai.
Yaad karte hai tumhe tanhai mein,
Dil duba hai gamo ki gahrai mein,
Hume mat dhundo duniya ki bheed mein,
Hum milenge tumhe fir kisi,
Free SMS ki scheme mein.
Mere Dost Tum Bhi Likha Karo Shayari
Tumhara Bhi Meri Tarah Naam Ho Jayega
Jab Tum Par Bhi Padenge Ande Aur Tamatar
To Shaam Ki Sabji Ka Intajaam Ho Jayega.
Thokar khakar gungunana hi ZINDEGI hai..
Gam pikar muskurana ZINDEGI hai...
1 ladki dhoka dey to koi baat nahin,
Sab kuch bhul kar dusri patana hi ZINDEGI hai..
MUST READ:
Arre Hame to apno ne luta tha... Gairo me kahan dum tha...
Meri haddi wahan tuti jaha hospital band tha.
mujhe us ABULANCE Me dala jiska petrol kum tha .
Mujhe RIKSHE Me isliye bithaya kyuki uska kiraya kam tha..
Mujhe doctron ne uthaya. nursonme kaha dum tha..
Mujhe us bed pe litaya. Jiske neeche BOMB Tha...
Mujhe bomb se udaaya, goli me kaha dum tha..
Aur COLLEGE Me Dafnaya Kyuki KABARISTAAN Me FUNCTION THA... Lol...!!
Dil ke mehmaan ban jao,
ankho ke armaan ban jao,
.
hontho ki muskan ban jao,
.
yeh sab bhi ban jana lekin,
.
pehle zara,
.
cartoon se,
.
insaan to ban jao.
Ha Ha
Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha
Ha Ha
Kuch Nahi Aise Hi Teri Sakal Yaad Aa Gayi Thi.