Kitabo ke panne palat ke sochte hai,Yun palat jaye zindgi to kya bat hai.
Tamanna jo puri ho khwabo me,
Haqikat ban jae to kya bat hai.
Kuch log matlab
ke liye dhundte hai mujhe,
Bin matlab koi aye to kya bat hai.
Katl kar ke to sab le jayenge dil mera,
Koi baato se le jaye to kya baat hai.
Jo sharifo ki sharaft me baat na ho,
1 sharabi keh jaye to kya baat he.
Zinda rehne tak to khushi denge sabko,
Kisiko meri maut pe khushi mil jaye to kya bat hai.
Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi?
Maine kaha zindagi me uska sath nahi...
Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me
doob sakte ho?
Maine kaha ab kisi aankh me wo baat
nahi... Sbne kaha kyu itna toot kar chahause?
Maine kaha insan hu pathar nahi...
Sbne kaha kya bewafa hai woh?
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash
nahi..
Sbne kaha bhul ja use ab? Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI
KHWAB NAHI...
($ raaba kadi kesi nu pyar na hobe $)
Tera hi chehra aankhon me basa hai,
tera hi naam dil ke falak pe likha hai,
yun na chupa pallu se apne chehre ko,
"Lohan" to sirf teri jhalak pe mita hai.
Mein Bhi Tanha Hu Aur Tum Bhi Tanha Ho,
Mein Bhi Hansi Hu Aur Tum Bhi Jawa Ho,
Aa Jao Ki Tadap Rahe Hai Armaan Mere,
Iss Khamosh Tanhai Mein Mere Dost Kaha Ho.
Kuch Tu Tanhai Ki Raaton Me Sahara Hota,
Tum Na Hote Na Sahi Zikar Tu Tumhara Hota,
Zindagi Kitni Musarat Se Guzarti Yarab,
AISH Ki Tarhan Gham Bhi Gawara Hota,
Kis Ko Fursat Thi Zamane Ke Sitam Sehne Ki,
Agar Na Is Shokh Ki Aankhon Ka Sahara Hota,
Koi Humdard Zamane Mein Na Paya JAn|X,
Dil Ki Hasrat Rahi Koi Humara Hota . . . . . . . /
4 U JAn|X ;-> . . . . . /
Rishta Dosti Ka Kisi Aur Rishte Se Kam Nhi,
Mile Agar Acha Dost To
Kisi Baat Ka Ghum Nhi,
Dosti Me Pyar Hota Kabi Kam Nahi,
Is Liye Tum Bin Hum Hum Bin Tum Nhi.
Dil ka haal kisi ko bataa nahi paaye
.
Wafaa karke bhi hum nibha nahi paaye
.
Aap to chale gaye hume raulaate huye
.
Hum aise gam me apko bhulaa nahi paye
Wo mulakat kuch adhuri si lagi
Pass ho kar bhi doori si lagi
Hathon par mehndi ankhon mein nami si lagi
Pehli baar kisi ki dosti dil ko zaruri si lagi.
Har DOSTI ki Taqdir wo KHUDA Likhta h,
Dosto ko ek Dusre se Juda wo Karta h,
Wo Aazmata h DOSTO k PYAR ko..
Dekhta h kon DOST kisko kitna YAAD karta h.