Kinaron par Saagar Ke Khazaane Nhi Aate,
Phir Jeevan Me Dost Puraane Nhi Aate,
Jee Lo In Paloon Ko Hanske Saath Hamare,
Phir Lout Kar ”DOSTI” ke Zamane Nhi Aate
Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata,
Humse tuta hua sisa dekha nahi jata.
Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper,
Humse tera utra hua chehara dekha nahi jata.
Phulo ko mehkna sikhane chale
Kaise chale ye hawao ko rukh batane chale
Hum to bahana dhoondte hai doston par mar mitne ka
Aur dost hai ke hame dosti sikhane chale.
Kuch Waqt Pehle Muje B Zindagi Ne Azmaya Tha,
Uss Dost K Sath Maine B Hasta Hua Pal Bitaya Tha,
Rota Hua Chhodgye To Kya Hua,
Hasna B To Unhi Ne Sikhaya Tha.
”YAADON” ko bhulane main kuch dair to lagti hai,
”ANKHON” ko sulany main kuch dair to lagti hai,
Kisi ”SHAKHS” ko bhula dena itna aasan nahi hota,
”DIL” ko samjhany main kuch dair to lagti hai,
Bhari ”MHAFIL” main jab koi achanak yaad aa jay,
Phir ”ASHK” chupany main kuch dair to lagti hai,
Jo shakhs ”JAAN” se b pyara ho achanak door ho jay,
Dil ko ”YAQEEN” dilany main kuch dair to lagti hai
Swee2.......g
Samander Ke Safar Mein Is Tarah Aawaz Do
Humko
Hawayein Tez Ho Aur Kashtiyon Mein Sham Ho
Jaye
Mujhe Maloom Hai Uska Thikana Fir Kahan Hoga
Parinda Aasman Choone Mein Jab Nakaam Ho
Jaye
Ujale Apni Yaado Ke Humare Sath Rehne Do
Na Jane Kis Gali Mein Zindagi Ke Sham Ho Jaye..iii
Main Khilaa Huun To Isii Khaak Men Milanaa Hai
Mujhe
Vo To Khushbuu Hai Use Agale Nagar Jaanaa Hai
Vo Tere Husn Kaa Jaaduu Ho Ke Meraa Gam-E-Dil
Har Musaafir Ko Isii Ghaat Utar Jaanaa Haiiii
Dosti Se Aaj Pyaar Sharmaya
Hai Teri Dosti Ne Humein Jina
Sikhaya Hai Kya Maange Khuda
Se Hum Woh To Khud Aaj Mere Dar
Par Teri Dosti Maangne Aaya Hai.
Chaand ko akele me sharm aati hogi,
Baat kuch tumhaare bhi samajh me aati hogi,
Jab bhi jikra hota hai smart dosto ka,
Tumhe meri yaad bahut aati hogi.
Swee2
~~~ Ishq aur dosti meri jindagi ka guman hai,
~~~ Ishq meri rooh hai to dosti mera imaan hai,
~~~ Ishq pe kardu fida saari zindagi,
~~~ Magar dosti pe mera ishq kurban hai.~~~
~~^~~ Snehan ~~^~~
waqt mile to apni yaddo me hame bhi rakhana
har pal na sahi din ka ek pal hamare liye rakhana
dost hai hajaro aap ke lekin
ham bhi hai ye khayal rakhana.