आओ किसी शाम मुझे टूट के बिखरता देखो।मेरी रगों में जहर जुदाई का उतरता देखो, किस किस अदा से तुझे मांगा है तुझी से।आओ कभी मुझे सजदों में सिसकता देखो मेरे गोविंद! !!!!!!!!!
Wo ishk to karti hai par janon nahi karti.
Wo katal to karti hai par khon nahi karti.
Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali
Mis call to karti hai phon nahi karti
Zindagi Har Pal Khaas Nahi Hoti,
Phoolo Ke Khusboo Hamesha Paas Nahi Hoti,
Hamara Milna Hamare Taqdeer Mein Likha Tha,
Warna Itni Pyaari Friendship Se Itefaq Nahi Hoti.
Ek raat dhadkan ne aankh se pucha.tu dosti me itni kyu khoi hai?
tab dil se awaj aayi doston ne hi saari khusiyan di hai,
warna pyar krk toh ankh royi hai..
Na intzaar hai na ikraar hai,
na aapse milne ko ab mera dil be-kraar hai,
phir bhi dil se na jaane kyon yeh aawaz aati hai,
wo tumhi ho jinki aankon aur baaton mei,
ek sachchi dosti ka khumar hai.
Har ek se achhi baat karna fitrat hai humari,
Har ek khush rahe hasrat hai humari..
Koi dost hume yaad kare ya na kare,
Har ek ko yaad karna adat hai humari..
Dekha Hai Humne Bhi Aajma Kar,
De Jate Hai Dhokha Log Karib Aakar,
Kehati Hai Duniya Magar Dil Nahi Manta,
Kya Aap Bhi Bhool Jaoge Hume Apna Dost Banakar.
Doston ke mehfil me har gum bhul jate hai,
Akele hokr bhi tanhaiyon ka humdum bhul jate hai,
Pyaar se mili to bas mili hai ruswaiyan..
Yaaron ki khusi me har gum bhul jate hai.