• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Wo Dost Hi kya Jo ek pal me Bhul jaye Wo pyar hi kya Jo Aasani se mil jaye Pyar Aur Dosti me Itna Dum ha ki Barf to jmi rahe par pathar Pigal jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • शायद फिर वो तक़दीर मिल जाये जीवन के वो हसीं पल मिल जाये चल फिर से बैठें वो क्लास कि लास्ट बैंच पे शायद फिर से वो पुराने दोस्त मिल जाएँ ।
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti jeene ka paigam hoti hai, dosti har rishtey se mahan hoti hai, bina dost ke jeena bahut mushkil hota hai, kyonki 1 dost me "DO"ki jaan hoti h.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • AApke DIl me DOSTI ki buniyaad rakhenge, Khud KO kaid TUJHKO AJAAD rakhenge, kahi ho na jaye Koi GUSHKAHI hamse, Isliye Apne KADAM ham tumhare BAad rakhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ruthe jo zindgi to mana lenge hum, mile jo gam usse bhi bhula denge hum, bas aap dosti nibhate rahna, aansuo ko b muskurana sikha denge hum..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Khushbu Bheju Ya Phool Bheju Dhadkan Bheju Ya Dil Bheju Socha Aapki Yaad Mein Kya Bheju Tab Mann Mein Aaya Tum Ko Pyar Bhara Ek SMS Bheju
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • RIshte kaaNcH k bAne hOte hain.. j0 tuTne paR chuBHte hAin,, HatheLi paR sambhaL kaR rakhna inhein, kYun k yEh tutNe meiN “PAL” oR “JurnE” mein bARs0n leTe haiN…kk
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Unka Ashiyana Dil Mein Basa Rakha Hai, Unki Yaado Ko Seene Se Laga Rakha Hai, Pata Nahi Yaad Aate Hai Wohi Kyun, Waise Dost To Hamne Auron Ko Bhi Bana Rakha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Din Aate He Din Jate He Kuch Lamhe Apke Bin Guzar Nahi Pate Inhi Lamho Ko Sametkar Dekhu To Aap Jaise Pyare Dost Bahot Yaad Aate He.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Sabne kaha dosti ek dard hai, Humne kaha dard kabool hai, Subne kaha is dard ke saath jee na paogay, Humne kaha teri dosti ki saath marna kabool hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Mushkil Me Jeena Nahi Chahte, Dur Tumse Hoke Rehna Nahi Chahte, U To Dost Bahut Bane Zindagi Me, Par Tum Jaise Dost Ko Pa Ke Khona Nahi Chahte..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tute huy paymane mein jam nahi aata Gum ke maro ko kabhi aaram nahi aata Dil torne se pahle itna to sochliya hota Ke tuta hua dil kisi ke kam nahi aata .
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aisa nahi ki apki yad ati nahi, khata to shirf itni hai ki hum batate nahi, dosti apki anmol hai humare liye, samjte hai ap isliye jatate nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Khamoshi me teri awaz ki bahot yaad aayi Tanhayi me tere sath ki bhot yad aayi Jb b poche h ansu maine hatho se Tere daman k kinaro ki bahot yad aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dilse chahoge Tabi to dost Rhoge Dost Hmesa ho to hr ada b sahoge Ab Dosti nibhani he to sms to krne hoge Aise kb tk mere hi sms padte Rhoge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Boht door rehta hai mera yaar Jaan se barha kar karta houn usey pyar. . Agar wo kahi’n mujhy bhool bhi gaya to Mein sadiyon tak karunga uska intezar Bhool kar kahin usey yaad meri aa jaye gi Aankh aansu’on se bhar jaye gi Aur wo laut aye ga In aankh’on ko aa jaye ga qaraar Bus yehi khoobi hoti hai pyar mein ‘Gul’ K ye awara mizaj’on ko bhi kheench lata hai yaar. .
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • ` Agar yaad tumko na rahe apna janamdin, Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin, Main kabhi na bhuloonga apne yaar ka janamdin, Chahe woh ho mera akhiri din, Aapkozaroor mera yeh msg. milega, Jispe likha hoga ”mubarak hoaapko aapka jamdin”.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS