Awaaz Zindagi Ko Diye Ja Raha Hu Mein,
Tanha Hi Gunguna Ke Muskura Raha Hu Mein,
Meri Zindagi Tu Iss Tarah Mujhse Ruthi Kyu Hai,
Aaj Phir Tumko Ek Baar Aazma Raha Hu Mein.
Ae khuda apne chaand pe itna guroor mat kar,
Ek chaand sa dost ham bhi rakhate hai,
Jab taarif hoti hai tere chaand ki,
Log misaal mere yaar ki dete hai!
Yah dosti chirag hai ,isse jalaye rakhana
yah dosti gul hai isse khilaye rakhana.
Hum rahe na rahe iss jahan main.
Bus hamari yaad dil me basaye rakhana.
Milana bichudna sab kismato ka khel hai,
Kahi nafrat to kahidilo ka mail hai,
Bik jaye hai har riste iss duniya me,
Sirf dost hi dost ko kam kaam aata hai.
Dosti wo anmol rista hai,Jo bade yatno se khoji jati hai
Prem, mukut, komal dhage me piro kar moti,
Haar gale ka ban jati hai.
Chale gaye hain door kuch pal ke liye,
Magar hain kareeb harpal ke liye,
Kaise bhulayenge aapko ek pal ke liye,
Jab ho chuki hai dosti umar bhar ke liye.
"दिल से दिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं,
तुफानो में साहिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं,
यूँ तो मिल जाता है हर कोई,
मगर आप जैसे दोस्त नसीब वालों को मिलते हैं."
Dil Me Kuch Bacha Nahi Dard Ke Siwa,
Aankho Mein Aata Nahi Koi Aansu Ke Siwa,
Dost Tu Mat Sath Chodna Mera Jindagi Mein,
Kuch Bacha Nahi Teri Dosti Ke Siwa.
Jab Koi Khayal Dil Se Takarata Hai,
Dil Na Chahkar Bhi Khamosh Rah Jata Hai
Koi Sab Kuch Kahkar Dosti Jatata Hai
Koi Kuch Na Kahkar Dosti Nibhata Hai !!